Mutahin Saheb aik lamhey kay liye
Mutahin Saheb aik lamhey kay liye kamra imtehan se baher gaye wapis aaye to dekha keh imtahan dene waley chand bachey aik doosrey kay sath baith kar aapus main batein karrahey hain. Mutahin nay foran qareeb aakar poocha yeh kia ho raha hai. Aapni aapni jagha se kiun uth kar yahan aagaye ho? Percha aapas main batain ker ke kiun ker rahe ho.
Bachon mein se aik ne jawab dia hamarey sir ne kaha tha kay har kam aapas mein mil jul kar karna chahiye.
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 832 views
Similar Jokes
Santa Ka Dost Banta Usski Mithayi Ki Dukan Per Jata Hai, To Santa Ko Puchhta Hai.
Banta: “Teri Dukan Pe Mitthai Hai Tera Dil Mithayi Khane Ko Nahi Karta?”
Santa: “Karta Toh Buhut Hai Yaar, Par Papa Marenge Isliye Jo Jo Pasand Hoti Hai, Unhe Khali Chaat-Chaat Kar Wapas Rakh Deta Hoon“
by Pak101.com (few years ago!)
There r many brave people who always want 2 be adventurous.
Few choose the armed forces & fight for the nation,others get married & fight for their survival..
by Pak101.com (few years ago!)
SARDAR k betay ki baraat thi Sardar 250
SARDAR k betay ki baraat thi
Sardar 250 afraad le k pohncha,
Larki ka baap: Tum ne tou kha tha k 50 bandey honge?
Sardar: bande 50 e ne, baqi saarey chawal ney.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Aslam ek raat macher dani say bahir so raha tha. Maa nay poocha k Aslam beitay isa q kertay ho?
Aslam:maa gee, macheron ko bewakoof bana raha hoon. Woh samjein gay k mein macher dani k ander hoon, hahaha....
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 patan ko gadhay ne laat maari
pathan ko boht ghussa aaya wo utha or gadhay ko 4 – 5 laaten maar kar bola:
tu kia samjhta hay mein tujh se kam hun.?
by Pak101.com (few years ago!)
Pappu Aur Uski Girl-Friend Ghar Mein Bethe Hue The To Pappu Ne Us Se Puchha
Pappu: “Do You Know Sperms Are Made Of Glucose & Sugar”
Girl-Friend Hairani Se: “Sach? Yaar Yeh Baat To Mujhe Pata Hi Nahi Thi, Thanks.”
Pappu: “Chalo Ab Isi Baat Par Muh To Mitha Kar Lo“
by Pak101.com (few years ago!)
NURSE-AAPKE JUDWA BACHCHE HUE HAIN. SANTA-YE TO HONA HI THA.PROGRAMME HI AISE HI DEKHTI THI-KBC2,INDIAL IDOL2.DHOOM2. NURSE-ACHCHHA HUA K DELHI6 NAHI DEKHI.
by Pak101.com (few years ago!)
Nikah K bad.
Admi:Fees?
Molvi:bv ki khubsurti K mutabiq de do!
Admi ne10 rupay de diye
Achanak hawa se Larki ka ghonghat uth gya
Molvi:Baqaya to Le Lo bhai.
by Abdul Sami (few years ago!)
4 Pathan Janazay ko Tezi se le kar
Qabron k Ooper se Guzar Rahe Thay:
Aadmi: Oye Sharam Karo! Neechay Laashain Hain.
Pathan: To Ooper Konsa Humne VCR Uthaya huwa hai?
by Abdul Hannan (few years ago!)
Reporter ne 1 zakhmi se pucha jab BOMB gira....
"kya wo phat gya tha?"
Zakhmi gusse se:"Nahi..!wo raing kar mere paas
aaya aur pyar se bola
by Tanveer Hussain (few years ago!)