”Sabse bada challenge kyahai?”
Santa ne Banta se kaha,”Sabse bada challenge kya
hai?”
Banta replied – Answer sheet ko khaali chod do aur
last me likh dena, paas karke dikha.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 561 views
Similar Jokes
Baba-e-Qaum: Muhammad Ali Jinnah
Quaid-e-Millat: Liaquat Ali Khan
Madar-e-Millat: Fatima Jinnah
Aur Ab . . .
Bhabhi-e-Millat: Sania Mirza. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
jab be gali me chalo nazre juka kar chalo es se app
ke ezat nai barte balke
kise ke gere hove pasie milne ke chance be bar jate
hain.....
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Garib Ladke ki shadi ho rahi thi
Pandit- Kaho mai apna sab kuch
apni Biwi ko deta hu..
.
.
.
.
Piche se awaz aayi-
"Lo bhai,
Bechare ki cycle bhi Gyi
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Khusre ki Death ho gai
Qabar mein Frishte Aye or Kaha k Utho or Hisab do
Khusra Tali mar k Bola
Maula khush rakhy
“Sano Ditta Ki C”?
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 Sardar ko telenor me operatr ki job mil gae,
pehlay hee din usy mar k nekal dia.
Becoz 1st cal: Sir meri telenor ki sim blok ho gyi hai,
Sardar: Tay paagla Zong Le ley.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
kiya hal ho ga yeh jan lo
abhi be wakat hai man jao
bury wakt ka say phaly man jao
WaRNa police waly khud he mana lay gy;-)
by Abdul Sami (few years ago!)
Chemistry Teacher: Oxygen ki Khoj 1858 me hui thi.?
Santa:-Thank God mera janam usse pehle nahi hua varna main to ghut-ghut ke mar jata.
by Pak101.com (few years ago!)
Basanti: Bhaag Dhanno bhaag, aaj teri Basanti ki izzat ka sawaal hai.
Dhanno: Tujhe apni padi hai, meri soch jiske peeche GABBAR ke 10 ghode pade hain :o
by Pak101.com (few years ago!)
Bus Stand Par Akeli Khadi Ladki Ko Dekh Kar,
Ladka Uske Paas Jakar Puchhne Laga.
Ladka: “Patna Kaha Hai?”
Ladki: “Bihar Mein”
Ladka: “Abe Yaar Yahi Pat Jaa Na Bihar Mein
Jaane Ki Kya Jaroorat Hai“
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Modern Bezzati..
Boy to Girl: I love u & want 2
marry u.
…
.
.
. .
.
.
.
.
. .
Girl: Apni Shakal dekhi hai ?
.
.
..
. .
.
.
.
.
Boy: Bekar hai tabi to tere pass aaya hu.
by Mazhar Khan (few years ago!)