Pappu ki master se hui ladai,
Pappu ki master se hui ladai,
Master ne kardi papu ki dhulai,
Pappu ka garam hua khoon,
Gaya kabristan or kabr pe master ki photo latka ke
likh diya...
-COMING SOON- :
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 796 views
Similar Jokes
Dimag ghuma dene wala question:-
Income Tax aur Callertune me kya similarity hai.?
?
.
Dono ka paisa hum bharte hai, par Maza koi aur leta hai...!! :p
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathan Ko Road Pe Say 100 Rupay Ka Note Mila
Jis Par Likha Tha,,
.
.
. "Eid Mubarak"
PatHan Ne Note Pocket Mein Dala Or Bola
"Khair Mubarak" ;P : )
by Muhammad Zeeshan (few years ago!)
Pathan:College Ki Ladki se Bola
I love U!
Ab Tum Mujhe Bolo
Girl:Mai Abhi Ja K sir Ko Bolti Hun
Pathan: pagal ki buchi sir Ko Mt Bol Unki Shadi Ho Gai hai.:
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1985 me Guest Ghar aate hi:
Kia Haal Hai, Papa kaise hai, Bache theek hai?.
2010 Guests Ghar aate hi:
Patli pin wala charger hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Rays emitting from the bo0ks are directly proporti0nal to sleepiness….,
“STUDENT’S 1ST law of nalaiqness”
by Mazhar Khan (few years ago!)
Husband: Honey, I invited a friend home for dinner.
Wife: What? Are you crazy? The house is a mess, all the dishes are dirty, and I can't cook meal.
Funny Husband: I know all that.
Wife: Then why did you invite the friend?
Funny Husband: Because the poor fool is thinking about getting married.
by Pak101.com (few years ago!)
Biwi 2 Pati:Aapko Mera Banaya Hua Halwa Pasand Nai Aya Bache To 3Plate kha chuke Hai
Andar se Awaz: Mama 1Plate or Dena 1 kitab ki Jild Reh gayi
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Kutti raat ko raaste par jarahi
thi..
.
.
Raaste mein 5/6 kutte mile..
Kutti gabhra gayi...
.
.
.
.
.
.
. . .
.
.
.
.
Kutto ne kaha aap aaram se jaiye aur dariye
nahi..
Hum kutte hai Insaan nahi..
by Pak101.com (few years ago!)
"Thousands of words of a teacher don't hurt but silence of a friend in examination hall brings tears into eyes"
.
(William Cheater)
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Aik Pathan Samose waley ke pass gaya or bola : Aik Samosa dedo
samosa leny ke baad bola aik rol dedo
or rol ke baad bola aik pepsi dedo
or pepsi le kar janey laga to samose wala bola mere paise to do
pathan : konse paise
samose wala : pepsi ke
pathan : pepsi to meney rol ke badle li hai
samose wala : to rol ke paise
pathan : rol to meiny samose ke badle lia hai
samose wala : to samose ke de de
pathan : Abey pagal ho gaya hai kia samosa to mainy wapas kar dia
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)