Duniya bewafa
Duniya buri ho sakti hai aap nhi
Duniya bewafa ho sakti hai aap nhi
Duniya zalim ho sakti hai aap nhi
aur
aur
aur
Kuttay ki dum sedhi ho sakti hai ap
ke nhi..
by Mazhar Khan (few years ago!) / 890 views
Similar Jokes
Ek Pathan ki Chappal kisi ne Chura li,Woh Seedha Qabristan Pohancha Aur Wahan Baith kar Kehne laga:Chor ko Kaha Dhonda Jaye 1 na 1 Din to Yahan Aayega na.-
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Husband asks, Do u know the meaning of WIFE. It means...
Without Information Fighting Everytime!
WIFE on hearing this says, it could also mean- With Idiot For Ever.
by Pak101.com (few years ago!)
Bhikari: Amma thoda sa khana dena
Amma: Abhi khana nahi bana hai
Bhikari: To banane ke baad miscall kar dena
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: Aji suniye, mujhe kisi mehengi jaga le ke chaliye na ji….
Husband: Chalo, tayyar ho jao…
Guess where he took her….
………
……..
…..
….
…
..
.
.
.
.
Petrol pump!!!
by khalid hussain (few years ago!)
Sardar: Oye Meray Shampoo K Sath Wala Free Gift De!!
Shopkeeper:
Sardar G Uske Sath Ko Igift Nahi Hai
Sardar:
Bakwas Na Kar Shampoo P Likha Hai DANDRUF FREE
by Pak101.com (few years ago!)
Daku Mangal Singh Banta Ke Ghar Mein Ghus Ayaa..
Daku : Sona kahan hai, Jaldi Bataao..!
Banta : Pura Ghar Khali Hai Malko, Jithe Marzi So Jao
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Bhakt: Meri shadi Aishwarya se karwa do. Bhagwan:
Aishwarya ki ek saari 1 lakh ki hai. Kharch utha
paoge? Bhakt: Bhagwaan koi upay bataiye.
Bhagwan: Mallika Sherawat
by Tanveer Hussain (few years ago!)
A handsome dog said to a beautiful female dog on a candle light dinner,
near a romantic river side in open moon light.. . .
“BHOW BHOW BHOW BHOW”.
tou aur kya kutty ne ghazal kehni thi :-D :-P ;-)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa To Rikshaw Wala:
Arey O Bhai Khaali Ho
Kya… ? Rikshaw Wala:
Haan G Bilkul Khaali Hoon
Santa: Aao Chalo Phir Taash
Khelty Hyn . . . =P ;->
by Pak101.com (few years ago!)
Jab Ghee Seedhi ungli se na niklay to.
..
..
..
..
..
..
Chamcha Istemaal karo.
Har cheez main ungli karna achi baat nahi hai. ;-)
by Pak101.com (few years ago!)