Pani ko bewkuf kaise banaoge?
Pani ko bewkuf kaise banaoge?
Socho
Socho
...
Socho
Garam karo or roz ki tarah aaj bhi mat nahao.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 940 views
Similar Jokes
Banta singh : I am so proud of my son. He is at medical school.
Santa singh : what is he studying ?
Banta singh : Oh he"s not studying. They are studying him !
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek Pathan ki Chappal kisi ne Chura li,
Woh Seedha Qabristan Pohancha Aur Wahan Baith kar Kehne laga:
Chor ko Kaha Dhonda Jaye 1 na 1 Din to Yahan Aayega na.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Premi:-darling,aaj aisi koi romantic baat karo jisse mere pair zameen per na rahe.
Premika:-to aap faansi kyon nahin laga lete?
by Pak101.com (few years ago!)
Aj ke baat
Kisi ko uske uljhay hue baalo,
ganday or mailay kapro ki waja
se ghareeb na samjho.
Ho sakta hai wo Engineer ho or
uske papers ho rahay hon.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Maan…………. “Hamid kiun ro rahe ho?”
Hamid…………..”ammi master saheb bimar the aur wo ………..wo ………..”
Maan………….”Kia hoya margaye kia be chare?”
Hamid………….” Aji kahan margaye………….tandarost hogaye hain.”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Maa- “Itne dino se tum apne premi ke saath ghoom
rahi ho, vah shaadi ke liye kuch nahi bolta,
aakhir vah chahta kya hai?”
Beti- “Pata nahi maa, jyada samay vah mujhe
andhere me hi rakhta hai”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Yaad hai ham pehle kahan milte the……
train ruki, khidki khuli,
nazro se nazre mili aur aapne kahan,…..
ALLAH KE NAAM PE KUCH DE DE BABA!!!!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Hamaree light thu ab is tarah say aathee hay Faraz kay jaisay shadi kay baad larhe ki baap kay ghar athe hay
by Mazhar Khan (few years ago!)
du pagal apas mai batein kar rahye hotay hai pehla pagal keh ta hai ke mere pass itni dulat (money) hai ke mai pori duniya kareed lu ga.
dusra pagal keh tah hai abye ullu mai bachu ga tu tu kareeday ga na .hahahaha
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Trainin k doran 1 officer ne sipahi se pucha: Ye tumharay hath
me kya he?
Rab Nawaz: Sir ye bandooq he.
Officer: Ye bandooq nhi tumhari izzat or shaan hai,
Tumhari maa hay maa.
Then officer to a pathan sipahi: Tumharay hath me ye kya he?
Pathan Sipahi: Sir ye Rab nawaz ki maa or hamari khala hai.
by Pak101.com (few years ago!)