Papu addmission lene college gaya
Papu addmission lene college gaya..
.
.
Principle:”Mai tum se 1 Mushkil sawal puchun
ya 10 Asaan.. ??
.
Papu:”1 mushkil sawaal..
.
Principle:”Batao Din pehle aata hai ya Raat.. ??
.
.
Papu:”Din..
.
Principle:”wo kaise.. ??
.
.
Papu:”Sorry sir ye Aap ne Dusra sawal puch
liya..
by Mazhar Khan (few years ago!) / 807 views
Similar Jokes
2 PATHAN bank lootne gay par GUN
bhool gay.
Phir bhi bank loot liya.
KESE?
Bank manager bhi PATHAN tha
Bola GUN kal dikha jana
Hum ko zuban ka etbar hy.
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Santa 60th Birthday
Banta-Ye Cake Pe bulb Q lagaya he?
Santa-60 Candls lagane Me Mushkil ho Rhi thi
Isliye 60Watt k bulb laga diye
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher:ye tum books ki bajae kia le aae ho?
Pathan:ustad g ap ne hi kaha tha k kal tareekh parhaon ga is lye me celendor le aya hun
by Sabir shah (few years ago!)
Facebook pe kisi ladki se chat
karne se accha…
.
.
.
.
. . .
.
.
.
. .
. .
.
.
. .
.
. .
.
. .
.
.
. .
. .
.
.
.
. . .
.
.
.
.
. . ,
.
.
.
. .
, .
.
Kisi Kutte ko patthar maaro…
Atleast dhang se reply to karta hai..!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek dukhi girlfriend ne,
apne boyfrnd ke liye,
shayari likhi……………….
.
.
Phoolo ka raja,
Baharo ka shahzada…..
.
.
Dil tor kar chala gaya… .
.
.
.
.
KUTTA, KAMINA, HARAMZADA
by Mohammad Ali (few years ago!)
Shaadi main ek SMART ladka ladki se:”aap dance
karogi..:))
.
.
Ladki sharma k boli:”yes …”
.
.
.
Ladka pyar se bola:
.
.
.
.
.
.
.
To phir aapki “kursi” main le jaon didi..??
Girl Shocked- Boy Rocked..:P:P
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Pappu Ek Din Bada Khush Khush Sa Ghar Aya Aur Santa Ko Bola
Pappu: “Aaj Madam Ne Ek Aisa
Sawaal Pucha Jiska Jawab Sirf Mujhe Hi Pata Tha”
Santa Khush Hote Hue: “Arrey Waah, Vese Sawaal Kya Tha?”
Pappu: “Blackboard Par Susu Kisne Kiya Hai?“
by Pak101.com (few years ago!)
mareez doctor say: Mujay door kuch nazar nahee aathee. Doctor: wu upar dekhu kya hay Mareez: Chand Doctor: Aur kya es say agay farishtay dekhu gay
by Mazhar Khan (few years ago!)
Father: Why have you got less marks in History Paper"
.
Son: It is not my fault, they asked questions which had happened before I was born.
by inayat khan (few years ago!)
Police: Tumhe kal subah 5 baje phansi di jayegi.
Sardar: Ha Ha Ha Ha!
Police: Kyon hasn rahe ho?
Sardar: Main to uthta hi subha 9 baje hun.
by Mazhar Khan (few years ago!)