ladka paida hua
Nurse : Mubarak ho aap ke ghar ladka paida hua
hai.
Santa : Wah g wah kya technology hai, Biwi meri
hospital hai,
aur bacha mere ghar paida hua hai!!!
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 935 views
Similar Jokes
Train station par ruki. Ek aadmi khidki ke paas baethe santa se- Kaun sa station hai?Santa bahar dekh kr kuch der soch kar "lag to Railway Station raha hai".
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Aadmi Ki Biwi Sey Sawal Kia Geya
Key Aapko Konsi Book Sab Sey Ziada Pasand Hai?
Biwi:
Apney Husband Ki Cheque Book...
by Abdul Sami (few years ago!)
Santa: 1 Kg Pakora dena
Halwai ne jaise hi tel me garm karke nikala
Santa: Abe kanjoos, Pani me dho ke de raha hai, kuch surf saboon to dal deta
by Pak101.com (few years ago!)
Banta: What is the difference between a nail and a
boxer? Santa: One gets knocked in the other gets
knocked out.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
BV -Wo Aadmi Muje Dekh K Muskura Raha H
Pati-Jrur hasega,jb maine pehli bar tumhari shakal dekhi thi to Mai b 3din tak Apni hasi nai Rok paya tha
by Pak101.com (few years ago!)
Ek bar ek ladka samosa ke bich ke aalu ko kha raha tha aur bahar ke hisse ko phek raha tha.
Dushra dost usse poochta hai ke tum samose ke sirf aalu ko kyun kha rahe hoo?
Pehla: Doctor ne mujhe bahar ke chejo ko khane se mana kiya hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Patient: Mjhe bemari hai. Na khaoon tu bhook lagti
hai,
Na soo tu Neend aati hai, Ziada kaam kr k thak jaata
hoon.
Doctor: Saari Raat Dhoop mai betho Theek hojaogay.
by Pak101.com (few years ago!)
HIS IS A CLASSIC ::
Santa ne facebook pe apna account banaya
aur apni WALL pe likha :
“Yaha thukna mana hai”
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: Aao Race Lagatay hain, Jo haara woh ek hazaar rupay dega.
Pathan: Lekin Mujhe Rasta nahi Maloom.
Sardar: Bus Tum meray peechay peechay aatay rehna.
Pathan: Thanks Yara..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan aik baar 2 arbion k pas se guzra wo arbi me aik dosre ko galian de rahe the.
Pathan: qari sahia mujhe bi in duaon me yaad rakhna
by Ramzankhan (few years ago!)