BEAUTIFUL THOUGHT
BEAUTIFUL THOUGHT…!!
Aik Shakhs Tha Jis Ki Aadat Thi K Wo Raastey Mein Milney Waley Har Shakhs Ko SALAM Karta Tha, Par Ek Shakhs Us K Salam Ka Jawab Dene K Bajaye Usey Galiyan Deta Tha.
Phir Bhi Wo Naik Insaan Usey Har Roz Salam Karta Tha. Aik Din Us Sey Kisi Ne Poocha K “Wo Shakhs Har Roz Tumhein Bura Bhala Kehta Hay Tum Phir Bhe Usey Salam Karte Ho Q ?
Us Naik Insaan Ne Jawab Diya” Us ki beti bari fit hai yaar .
Moral: Har msg islami nahi hota.
by Mazhar Khan (few years ago!) / 765 views
Similar Jokes
CHHOTU - Sab log mujhe GOD samajhne lage hai
MOTU - Tuhe kaise pata?
CHHOTU - Aaj main park gaya to sab kehne lage - Oh god, yahan bhi pahunch gaye
by Pak101.com (few years ago!)
Yaar aik sawaal puchna tha..
.
Pepsi ka nhi puchna
.
Munni ki badnaami ka b nahi puchna
.
Kasam sey Dadi or umair wala b nahi puchna
.
Munji baboo ka b nahi puchna
.
SheiLa ki jawani ka b nh puchna
.
Bus ye puchna tha k
.
.
.
.
.
.
.
ZUBAIDA AAPA totKey kahan sey Laati hain???
by Pak101.com (few years ago!)
Maa: Aaj School Se Itni Jaldi Kaise Aagaye?
Pathan: Machar Mara to Teacher Ne Chutti Dedi.
Maa: Aisa Kyon?
Pathan: Machar Teacher k Gaal Per Baitha Tha
by hearthackervsgirls (few years ago!)
What did the spectator miss when he went to the toilet?
The entire Pakistani Innings.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Lost His Cheque Book:
Bank Manager: Be Careful, Anyone Can Put Ur Sign,
Santa: Oye, I’m Not A Fool, I Have Already Signed All Cheques.
by Pak101.com (few years ago!)
Aap ny kitni dafa logo k Mouh say suna ho ga
"Bonga"
Mager aaj tak kisi ko ic ki history nahi pata
Hum bhi aksar auqat bila sochay samjhy Apni guftagoo main isko istimal kertay hain or hamain ya andaza bhi nahi hota ky hum kya keh rahay hain
Yaa Farsi zuban ka lafz hy or ic ka matlab hy
"Bonga"
ghor sey perhany ka shukria. :-)
Bongay :D
by lescol (few years ago!)
Ek Sardarni Ko Apny Sardar Par
Barrha Pyar Aya
Tu Boli K Tusi Hazaron May 1 Ho!
Sardar Ne Us Ko Kheench K Thaparr Mara Or
Bola Baqi 999 Kon Hain?
by Pak101.com (few years ago!)
Machar Ne 1 Admi Ko Kata.
Admi: Din Me B Kat Rhy HO.
Macchar: Kya kro Ghar ma Behen Jawan Hy Or Larky Walo Ne 1 Liter Khon Jahez Me Mnga ha..:-D
by Pak101.com (few years ago!)
Lady To Dukandar:Aisa Sabun Do Jo Kam Ghise Or Nahane K Baad Chehre Pay Laali Laye.
Dukandar Naukar Sy:Madam Ko Ek Eent Ka Tukra Day Do.:-)
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Dost asked to sardar:Truck Dekh Kr Tum dar Q jatay Ho?
Sardar replied: 1 Truck Driver Meri Biwi Ko Le Kr Bhag Gaya Tha..
Hr Bar Lagta Hai Jesay Usko Wapis Krnay Aya Hai.
by Pak101.com (few years ago!)