Ek Police Officer
Ek Chor
Ek Gangster
Aur
Ek Murderer
Ek Hi Gadi Me Jaa Rahe The..
Tab
Wo Gadi Kaun Chala Raha Tha
?
?
Socho
?
?
Ek POLICE OFFICER..
by Mazhar Khan (few years ago!) / 849 views
Similar Jokes
Maa:Apne Janmdin Par Kisko Bulana Chahte Ho?
Pappu:Dadaji ,Mamaji, Chachaji Ko.
Akhir Gift Aur Rupaye 2 Inhi Logo Se Milenge...
by Pak101.com (few years ago!)
Height of Emotional Atyachaar-
GF- Mai ro ro k tere liye jaan de dungi
BF-Ok ro le jitna rona hai par 1 buket bhar k rona
mujhe nahana hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Pendu Lady Ki Shadi 1 UK Return Admi Se Hogai.
1 Din Uska Banda Khana Khate Hue Mar Gya.
Larki Ne Logo Ko Bataya,
Haye Pani V Nai Mangia,Bs Water Water Krda C
by Pak101.com (few years ago!)
Husband :ab tum hi aik wahid ho jo is ghar ko janat bana sakti ho
Wife:(khush ho k) kaise
Husband:apne meke ja kar
by Sabir shah (few years ago!)
Girls ek dusre ko gift deti hai...
perfume.
earring.
suits.
flowers.
chocolates.
Aur boys.?
.
.
Ye le LADKI ka number...
Bas mera naam nhi aana chahiye!
by Pak101.com (few years ago!)
Obama:Tujhe swiming ati h?
?
?
?
Lalu:Na!
Obama:Tere se to kutta acha h jo swim kr
leta h.
.
.
.
.
.
Lalu:Tumko ata Hai?
?
?
Obama:Ya! Lalu:Sasura fir tohre aur kutte me frk kya h...
by Pak101.com (few years ago!)
Boy: UncLe
Mai 1 Ladki Se
PYaR KaRTa Hu.
.
UnCLe: To
UsKe BaaP Ko CoFFee PiLaNe LeJa AuR SHaDi Ki BaaT KaR,
.
.
.
.
. .
.
.
BOY: UnCLe, CHaLiYe CoFFee PiTe
hai.
by Numan Malik (few years ago!)
Teacher to Student : Last Semester you were roaming
with that girl and this semester you are roaming with other.
What you think of yourself?
Boy : Syllabus changed mam.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Girl: Doctor sahib mairy boyfriend ko andar bhula lejeye
.
Doctor: Trust me mai shareef admi ho….
.
Girl: Nahi Doctor Sahib, apki nurse bahir akeli hai, our mera boyfriend shareef nahi hai
by Pak101.com (few years ago!)
Aaj Ke Bacche.. :D
.
.
.
.
.
.
Postman knocked the Door..
.
A Kid came wid cigrete in
mouth &
Beer in hand.. .
Postman:" Papa hain.. ??
.
Kid:"Abe Bhootni K, Mujhe Dekh Ke
Lagta Hai Baap Ghar pe
Hoga..:p :O :D
Kid RocKz - Postman shock :D
by Pak101.com (few years ago!)