Black and Brown
Q: What's black and brown and looks good on a lawyer?
A: A Doberman pinscher.
by khalid hussain (few years ago!) / 1172 views
Similar Jokes
Pathan:
Raat Mujhy 1 Aadmi Nay
Chaaku Dikha Ker Loot Liya
Friend:
Lekin Tery Pas To
Hamesha Gun Hoti Hy
Pathan:
Wo Main
Nay Chupa Di Thi,
Warna Wo Bhi Lay Jata!
by Pak101.com (few years ago!)
Son :
Papa Kya Aap Kabhi Egypt Gaye Ho?
Papa :Nahi, Par Kyu?
Son : To Fir Aap Itni Khofnak Mummy Kaha Se Laye ?
by Pak101.com (few years ago!)
if a girl get 98% mark her response,
kamina 2 mark or de deta to uska kya jata tha,
if boy gets 35% mark he says:
check karne wala farishta tha yaar:-
by Pak101.com (few years ago!)
Indian Kiraedaar Ne Makaan malik Se Kaha, Bhai Sahab Aapne Mujhe Makan Kirae Per Diya Usme Chuhe Kood Rahe Hain, makaan Malik Ne Kaha Itne Kam Kirae Main Kya Aap Ghodo Ki Race Dekenge.
by Pak101.com (few years ago!)
Girl: Kahan Hy Mera Birthday Gift….?
Boy: Road Pe Red Color Ki Gari Dekh Rahi Ho….?
Girl Khushi Se : WOW Kitni Pyari Hy
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Boy: Same Color ki Nail Polish Tere Liye Laya hon…
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan ka interview tha,
Sawal aya: English main translate karo,
Main Nokri ke lye bohat umeed se hu,
Pathan: I am Pregnant for the Job
by Pak101.com (few years ago!)
Boy 2 girl - kya tum mere sath dance karogi.
Girl reply - me bacche ke sath dance nahi karti.
Boy - sorry mujhe pata nahi tha ki tum pregnent ho.
by Pak101.com (few years ago!)
Banta pair pey charha to upar baithey
Bandar ne poocha: Upar kyon aaya?
Banta: Apple khane.
Bandar: Yeh to aam ka pair hai.
Banta: Pata hai, Apple saath laya hoon.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek Sardar Ne Pathan Ki Beti Ka Rishta Maanga
Pathan Ne Sardar Ko Bohat Mara
Maar Kha Ke Sardar Utha
Kapre Jhaar Ke Bola Phir Khan Sahab Me Inkaar Samjhu?
by Pak101.com (few years ago!)
Customer: Mujhe phone per dhamkiya mill rahi hai.
Police: Kaun hai woh jo aapko dhamkiya de raha hai?
Customer: Telephone wale bolte hai ke, “Bill nahi bharoge toh kaat denge.”
by Pak101.com (few years ago!)