Pyaar sab ko chahiye
Pyaar ladko ko bhi chahiye,
aur ladkiyo ko bhi.
.
.
Difference is that
ladkiyo ko Ashiqui 2 movie wala chahiye.
.
.
.
And ladko ko..
.Murder2 wala
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!) / 940 views
Similar Jokes
1 bacha road pe kuttay ko le ja rha tha
1 Police wala hanste hue
Beta apne bhai ko kahan le ja rhe ho?
Bacha
Police me bharti krwane.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar Ek Baraf Ka Tukra Utha
Ker Usey Ghour Se Dekh Raha Tha...
Admi:- Kya Dekh Rahe Ho???
Sardar:- Dekh Raha Hoon Key
Yeh Leak Kahan Se Ker Raha Hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Customer: yeh kya offer hai? TV liya to 10
kerchief free!!!
Salesman: TV serials dekhne ke baad aapki aansoo
ponchne ke liye
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Dukandar ek aurat ko kapre dikha dikha k thak gaya
.
.
.
akhir bola, mujhe afsos hai apko koi kapra pasand nahi aaya
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Aurat: Koi baat nahi mai to wese bhi sabzi lene aayi thi :P:P
by Mazhar Khan (few years ago!)
BE-IZZATIIII...!!!
Maths teacher: jab mai tumhare jitna bada tha, mere maths mein 100 marks aate the.
Student: Sir, aapko koi acha teacher padhata hoga.
by Pak101.com (few years ago!)
santa class me gadha lekar aaya,
teacher kyu lekar aaye ho,
sir aapne hi kaha tha ki aap gadhe ko bhi inssan bana dete hai...
by Pak101.com (few years ago!)
Banta: Tum Cricket dekhate ho
Santa: Han
Banta: Kisi Mahila Cricket Player ka naam batao
Santa: Simple, Mahila Jayewardane
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek baar ek judge ne RAJNIKANT ko crime karte hue dekh liya.
.
.
.
.
Tabse kanoon andha ho gya.
by Pak101.com (few years ago!)
sirdar jee nay yaar k saath mil ker post office mean dakaa dala aur jaldi maen aik aik bag utha ker bhaag gayay. Bohat maheeno kay baad milay tou aik doosray say poochnay lagay k bag mean kiya thaa aur kia kia kiya.
pehlay nay kaha khoob paisay say maza kiya. car lee ,holidays per gaya.
tum nay kia kiya? doosra kehnay laga meray bag maen tou bill he bill thay. phir tum nay kia kiya? thora thoray ker k pay ker raha hoon.
by Abdul Basit (few years ago!)
Sardar Apni Wife Ke Sath Coffee Shop Gaya, hot Coffee order Ki, Coffee Atte Hi wife Se Bola Jaldi Jaldi pee. Wife Boli Kyu? Sardar Bola Hot coffe Rs. 5 and Cold Coffee Rs. 10.00
by Abdul Hannan (few years ago!)