Nurse ka mangetar bari hasrat se
Nurse ka mangetar bari hasrat se: Janu, meri khuahish hai ke kash mera koi hadsa ho jaye to mai tumhare ward mai admit ho jaon, aur tum wahan meri khidmat karo.
Nurse (muskurate hue): Janu, tumhe mere ward mai koi hadsa nahi balkai moujza hi la sakta hai, kiyu ke mai Labour Room mai Delivery karwati hun
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 748 views
Similar Jokes
Teacher:Jurmana mafi ki Aplication
likho..
Sardar:Jurmana kina a?
Teacher:5 rupay.
Sardar:Ay ly 5 rupay baapu ne kya c
5,10 rupay wastay kisay kanjar di
minnt ni krni….
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Question: What happened to the only man that finally figured women out? Answer: He died laughing.
by inayat khan (few years ago!)
1 Larka Doosre Larke Se:
Yaar Tumne Kabhi Koi Larki Phansai hai?
Doosra: Yaar Larki To Maine Phansa li thi.
Par Tum Logon ne ye Mohalla hi Chor Diya. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
A Boy Was Driving A Car ,
A fat girl crossed him on a scooty .
He shouted, “OYE BHAINS”
Girl Turned Around And Shouted :
“Tu Ho Ga Gadhay! Kuttey Shakal Dekh Apni, Bander Kahin Ka !”
Suddenly Girl Ka Accident Ho Gaya
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan: Maine Khat Likha Tha K Meri Shadi Per Ana Tum Q Nahi Aye?
Dost: Mujhe Khat Mila He Nahi
Pathan: Maine Likha Tha K
Khat Mile Ya Na Mile Tum Zaror Ana.
by Pak101.com (few years ago!)
Knock knock
Who’s there?
Olivia.
Olivia who?
Olivia, so get out my house!
by Pak101.com (few years ago!)
Pappu:miss gandhh g k sar pe baal kiun nai thay?
Miss:ye akalmand logon ki nishani hoti hai
pappu:tab hi larkiaon k itne lambe baal hote hain.
by Sabir shah (few years ago!)
Larkay Wale: Hume Aisi Larki Chahiye
Jo zayada Khati-Peeti Na Ho,aur
hamesha chup rahe or shohar ki sunay.
Larki walay:
Aisi Larki To Apko ICU Me Hi Milegi
by itrat batool (few years ago!)
1 Pathan Pilot Jahaz Land Karne Per Bohat Khush Hua:
Neeche Staff Ne Usey Hatho Hath Dhar Lia Aur
Airman Uski Wardi Utarne Main Help Karne Laga.
Pathan Fakhar Se: Aaj Maine India K 2 Jahaz,
1 Aabdoz ko Mara Hai.
Airman: Lekin Sir G Aapne 1 Ghalti Kardi
Pathan: Wo kia?
Airman: Bus Aap Ghalti Se India Land Kar Gaye Hain.
by Abdul Hannan (few years ago!)
SARDAR k betay ki baraat thi Sardar 250
SARDAR k betay ki baraat thi
Sardar 250 afraad le k pohncha,
Larki ka baap: Tum ne tou kha tha k 50 bandey honge?
Sardar: bande 50 e ne, baqi saarey chawal ney.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)