Baap bête khana kha rahay the
Baap bête khana kha rahay the to betay nay kaha: Abbu….
Baap nay kaha: chup karo khana khatay waqt baat nahi kartay.
Jab dono baap beta nay khana kha lia to baap nay kaha: Beta kia keh rahay the?
Betay nay jawab dia: Abbu Salan mein makhi thi woh kha gaye hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1268 views
Similar Jokes
Father to Son: Sath walon ki larki ko dekh lo,
wo exam mai "First" ayi hai, owr tum..
.
Son: Usi ko tu dekhta tha,
tabhi tu "Supply" ayi hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
A man went to visit a friend and was amazed to find him playing chess with his dog. He watched the game in astonishment for a while. "I can hardly believe my eyes!" he exclaimed. "That's the smartest dog I've ever seen."
"Nah, he's not so smart," the friend replied. "I've beaten him three games out of five."
by Pak101.com (few years ago!)
) kiya hal ho ga yeh jan lo abhi
kiya hal ho ga yeh jan lo
abhi be wakat hai man jao
bury wakt ka say phaly man jao
WaRNa police waly khud he mana lay gy
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
MUNNA BHAI: Mamu, apun bachpan mein dus maley ke building se gir gaya tha.
MAMU: Aarey, phir kya hua. Bach gaya ki tapak gaya?
MUNNA BHAI: Yaad nehin hai yaar. Bahut purane baat hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Ye Tab Ki Baat Hai Jab Santa Chota Thha Aur 5th Class Mein Tha.
Teacher Ne Us Se Pucha: “Is Duniya Ka Sabse Purana Animal Konsa Hai?”
Santa Soch Ke Bola: “Zebra”
Teacher Hairani Hote Hue: “Wo Kaisi?”
Santa: “Ji, Wo Blck And White Hai Na Isliye“
by Pak101.com (few years ago!)
Aik shohar apni beghum ko hr bat per danta krta tha ,jab wo boil anda lati to bolta aamlet kyun nhi banaya or jb aamlet bana kr lati to phr bi dant ta ke boil kyun nhi kya, aik din beghum do ande aik biol or aik aamlet bana kr lai ,shohar phr bi guse me lal ho kr bola beghum ap ko samjh nhi ata k kon sa anda boil or kon sa aamlet banana he
by tanveer hussain (few years ago!)
Pati: mere marne ke baad, kyaa tum doosri shaadi karogi?
Patni: nahi. main apni behan ki saath rahungi. aap?
Pati: main bhi tumhaare behan ke saath rahunga
by Pak101.com (few years ago!)
Baap: Afsoos ke tum imtihan mai fail hogaye !!
.
Beta: Kia karta, sary sawal sood par tay, owr sood haram hai !
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar : O banno car ki speed itni kyon badha di?
Banno : Oji car ki break fail ho gayi hai, accident
ho jaye iske pehle ghar pahunch jaate hain….!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ajeet: Raabert, Test Match mein kyaa ho raha hai ?
Raabert: Boss, Vivian Richards chhakke pe chhakka maar raha hai.
Ajeet: Saaleh ko sabak sikhana padega. Lunch break mein usse phone milana.
Raabert: Yes Boss.
Ajeet: (on phone, to Richards): Veeveeyun Reechards, tumhari Maa hamare kabze mein hai .....
by Pak101.com (few years ago!)