Apney Husband Ki Cheque Book…
Aik Aadmi Ki Biwi Sey Sawal Kia Geya Key Aapko Konsi Book Sab Sey Ziada Pasand Hai?
Biwi: Apney Husband Ki Cheque Book….
by Pak101.com (few years ago!) / 1171 views
Similar Jokes
sardar:Cricket Khel Kar Aya,
Dost: Kitnay Runs Banay?
Sardar:triple Century Hone Me 299 Run Baqi Thay,
kanjar ne out kar dia!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa: Doctor! This Medicine Is Not Available At Any Medical Store.
Doctor: Oh Sorry, I Forgot To Write The Medicine.
That Was My Signature.
by Pak101.com (few years ago!)
Wife:Is Saal Rozay Rakho Gy?
Husband:Nhe
Wife: Aur Taravi Prhogay?
Husband:Mushkil Hy
Wife: Aur Aftari Kro gy?
Husband: Zahir hai.
Kia bilkul he kafir hojaon?
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa ko rota dekhkar Banta ne pucha kya hua?
Santa : Meine 2 ton ka AC kharida,
ghar aakar tola to sir 35 kilo ka nikla!
by Pak101.com (few years ago!)
A Lady calls a sardar for repairing door bell
Sardar didn't come for four days.
Lady asks why you come after i repaired my Bell?
He replied: I came & press the bell,button but no body opened the do
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
America-Mobile Hamari Khoj Hai.
China-Sim Card Hamari Khoj Hai.
Japan-Sms Hamari Khoj Hai.
Koriya-Blootuth Hamari Khoj Hai.
INDIA-MISS CALL HAMARI KHOJ Hai..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Kal Achanak wi-fi ka signal band ho gaya, fir kuchh chhanbin karne par pata chala ki.....
.
.
.
.
.
.
.
padosi ne bill nahi bhara. Duniyan me bhi kaise kaise kangal aur Gair Jimmedar logg bhare pade hai.
Pura Din kharab ho gaya yaar.....
by lescol (few years ago!)
Class Ki Group Photo Dekhte Hue
Teacher Baccho Se Kahne Lagi
Ki
.
.
. Jab tum Log Bade Hoke ye deko
ge to Kahoge,,
.
Ye Raju Hai Jo America Chala
Gaya..
. Ye Chandu Hai Jo London Chala
Gaya..
.
Aur Ye pappu Hai Jo Wahi Ka
WahiReh Gya.. :P
. .
.
Pappu gusse se Bola:”or Ye
Humari Kamini Teachar Hai
Jinka dehant ho gya
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 aisa sawal jo ap ko garmi mein mazeed Aag laga de ga.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Aap Hamari Service se Khush to hain na.....??
From:
WAPDA.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher (Minister Ke Bete Se): “Batao, Sukhe Aur Baad Mein Kya Fark Hai?”
Minister Ka Beta: “Zameen-Aasmaan Ka”
Teacher: “b”
Minister Ka Beta: “Sukhe Mein Mere Papa Jeep Se Daura Karte Hai Aur Baad Mein Helicopter Se“
by Pak101.com (few years ago!)