Sindihoin ka area
Husband 2 Wife:
Parda Karlo Aagey Sindhiyon Ka Area Hai Thori
Dair K Baad
Wife 2 Husband: Ab Tum Parda Karlo Aagey
Pathano Ka Area Hay
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 840 views
Similar Jokes
Thappar maar k naraz wife se husband bola:
Aadmi usay maarta hai, jisay pyaar karta hai.
Wife husband ko 2 Thappar maar k boli: Aap kya samajhte hain, k main aapse pyar nahi kerti.
by Pak101.com (few years ago!)
Laloo to his P.A.: Itne khiladi kyun football ko laat maar rahe hai?
P.A.: Goal karne ke liye.
Laloo: Susra, ball toh pahle se hi gol hai aur kitna gol karenge!!
by Pak101.com (few years ago!)
Santa class me haans raha tha,
Ek ladka bola : Stand UP, kaun ho tum?
Santa : Tum kaun ho?
Ladka : Mein monitor hu
Santa : Te phir mein CPU hu!!!
by Pak101.com (few years ago!)
ONE BROTHER AND SISTER WERE WALKING DOWN ON A ROAD
AFTER SOME TIME :
BROTHER TO SISTER : " behen , parda karo, Aage punjabiyo ka mohaLLa hai "
AFTER SOME TIME
SISTER TO BROTHER : "bhai , ab tum parda karo , Aage pathano ka mohalla hai "
by Abdul Hannan (few years ago!)
Chand bhi kya ajeeb cheez hai…
.
.
.
.
.
.
.
Bachpan me ‘Mamu’ aur
Jawani me ‘Janu’ nazar aata hai…
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan ki 2 Beveyan Lar pari..Aik boli k Aaj sunday Hay.or 2sari boli ni .Aaj Mondy Hay.
PATHAN Tang Aa k Bola
hum kya Pagal Hun. Jo Juma parh k Aya Hun
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa- kal meri shadi hai aur ladki walo ne kam log bulaye hai.
Banta- to isme prob kya hai?
Santa-pata nhi papa mujhe le jaynge ya nahi
by Pak101.com (few years ago!)
1 Aurat ne ishara krke taiz a rhi bus ko roka.
Driver: Kaha jana hai?
Aurat: Jana to kahin nhi hai..
...
Bacha ro raha hai.
Zara bus ka horn poo-poo baja do..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Maa bete se: uth jaa kambakhat dekh
sooraj kab ka nikal aaya hai
Beta: to kya hua amma wo sota bhi to
mujh se pehle hai.
by Rizwan Ajmal (few years ago!)
While creating wives, God promised men that good & ideal wives will be found in all corners of the world and then he made the earth round!
by Pak101.com (few years ago!)