Ladki Ka Naamkaran
Bewakoof 1: Woh ladki kitni sundar hai!
Bewakoof 2: Mujhe uska naam pata hai.
Bewakoof 1: Kya naam hai uska?
Bewakoof 2: Wo Bank mein kaam karti hai, uske counter ke upar uska naam likha tha - CHAALU KHAATA
by Pak101.com (few years ago!) / 1177 views
Similar Jokes
Ek Pthan Ki Murgi Bemar Hui,
Sardar: tum eska sadka utar lo
To phir
.
.
.
.
.
.
.
.
Phir kya hona tha, PATHAN ne murghi k lye 1 “Bakra”
sadqa kr diya.@
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Shadi k Dosre Din Baiti apni maa Se: Aaj mairi Unse Larayi Hogayi
.
Maa: Baita Shadi mai Jhagry tu Hotay Rehty hain, koi baat nahi
.
Baiti: Wo tu Theek hai Par Ab Laash ka kia karain?
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek chooha sharab k glass me gir gaya.
Wahan se ek billi guzri to usne billi se kaha k mjhy yahan se nikalo phir chahy mjhy kha jana.
Billi ne laat mari glass gira diya.
Chooha nikal kr bhaga or bil me ja kr khara ho gya
Billi na kaha jhooty, dhoky baaz tm to keh rahy thy k mjhy nikalo beshak mjhy phir kha lena…
Chooha Muskuraya
Or Bola
Jaan naraz mat hona
Us waqt main Nashy me tha.;-)
by Hina Ali (few years ago!)
Boyfriend:
Main Tumhari Roz Roz ki
Farmaishon se Tang Aa kar
'Khud Kushi' kar Raha hun.. =/
... Girlfriend:
Achha.. 1 White Suit to Dila do,
13vee pe Kya Pehnungi ?!!? =D
by Pak101.com (few years ago!)
Rahul Gandhi :
Mom hum is desh ko
kab tak lootenge??
.
.
Sonia :
‘JAB TAK HAI JAAN’
.
.
Rahul Gandhi :
Hamari help kaun
karega??
.
.
.
Sonia
‘SON OF SARDAR’
by pinkey (few years ago!)
Baap: beta tum sher ke bete ho
aur wo sher main ho.
Beta: han, baba school mein teacher
bhi aisa hi kehti hy.
Baap: hairan ho kar, acha wo kya kehti hy.
Beta: wo kehti hai tum kisi janwar ki aulad ho.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Be-Panaah Chahaat K Baad B Hm Usay Pa Na Sakey Faraz
Kixxi Sangdil Ne Usaay 30 Kah Load Karwaa K Jeeet Liya
( ‘;’)
<)(> // Bukhee
Easy Load Ki.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher :agr quiad azam ek din k lye zinda ho jaen to kia karen ge.
Student:pakistan k mojoda halat dekh kar pakitan waqas angreez k hawale kar den ge
by Sabir shah (few years ago!)
Santa: sab log kyu bhaag rahe hai?
Banta: yeh race hai. jo jeetega use prize milega
Santa: agar sirf jeetnewaale ko prize milega to itne
log kyu bhaaga rahe hai?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Customer To Clerk: “Agar Main Aaj Check Deposit Karta Hoon, To Kitne Din Mein Clear Hoga?”
Clerk: “Sir, 3 Din To Lagenge”
Customer: “Dono Bank Aamne Saamne Hi Hai, Phir Itne Din Kyun Lagenge?”
Clerk: “Sir, Procedure To Follow Karna Padta Hai, Socho Agar Aap Shamshaan Ke Bahar Mar Jaate Hai To Aapko Ghar Leke Jayenge Ya Wahin Jala Denge?”
Customer Faints…
by Pak101.com (few years ago!)