Kyunki Saas Bhi Kabhi Bahu Thi
Saas: Inspector sahab, mere ghar mein TV ko chodke baaki sab cheez chori hogayi hai?
Inspector: Chor ne sirf TV kisliye chodaa hoga ?
Saas: Mujhe kya pataa sahab, main toh us samay TV par Kyunki Saas Bhi Kabhi Bahu Thi dekh rahi thi….
by Pak101.com (few years ago!) / 997 views
Similar Jokes
Kanjus Aadmi-Bagal Wale Ghar Se Iodex Le Kar Aao
Wife-Wo Log Nahi Denge
Aadmi-Kite Kanjus Hai Wo Log...
Jane Do Humara Hi Lekar Aao
by Pak101.com (few years ago!)
Two friend gossips
1 Friend said : yaar Jail ko "Hawalaat" kyu kehte hain..?
.
.
2 Friend said: Kyun ki jail me khane mein sirf
"Hawa-aur-Laat" hi milti hain.
by Pak101.com (few years ago!)
A serious thought
umar ki raah mein jazbaat badal jaate hai
Waqt ki aandhi mein halaat badal jaate hai
Sochta hoon kaam kar kar ke record tod du
Lekin kambakht salary dekte hi khayaal badal jaate hai
by Numan Malik (few years ago!)
1 Sardar: Oh yar me bari mushkil me hon,
Meri biwi mujh say ek pappi ka Ek rupia leti hy.
2nd sardar: Yar tu to lucky hy,
Auron se to wo
5 rupay leti hy.;
by Pak101.com (few years ago!)
Ek darzi logon ke kapray le kar farar hogia
.
Koi kehta mairi shalwar
Koi kehta mairi Qamees
.
1 Pathan bhi ro raha tha, Logon ne pocha tum kion ro rahy ho?
Pathan: Hamara Naap le gia
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Girl Pathan Se: Jab Aap Ke Pas Mobile Hai Aur Mere Pas Bhi Hai
To Ap Ne Letter Kion Bheja?
Pathan: O Hum Ne Tumko Cal Kia Tha Us Mein Larki Boli
Plz-Try-Letter
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Hotel me Khali Katroi me Roti dubo k kaha rha tha
Waiter- Ye kaise khana kaha rhe ho?
Santa- Maine math ka teacher hu daal suppose kari hui ha
by Pak101.com (few years ago!)
Ek student ki aakhri khwaish Mujhe jala dena ya
dafna dena, maru to 1 ghoot beer pila dena, mein
tajmahal nahi chahta dosto, meri kabrpar girls
hostel bana dena!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
A boy 2 pathan: Mai agar chahon to tamam Pathano
ko Jannat se nikal kar Jahanum main la sakta hoon.
Pathan: Kaise?
Boy: Main Jahanum mai Naswar ka dukan kholon ga.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan Tanki Saaf Karne Chatt Pe Gayan Tanki Per Qawwa Betha Tha
Pathan Jaldi Se Neeche Utra
Or Seerhi Hata K Bola:
Beta Mai To Utar Gaya
Tu Kese Ayega
by Pak101.com (few years ago!)