Yrain main nend nahi ai
Santa:
Train Me Neend Nahi Aayi
Upar Ki Seat Thi Bahut Garmi Thi
Banta:Toh Exchange Karna Tha Na
Santa:Kisse Karta?
Niche Seat Pe Koi Nahi Tha Hi Nahi
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 844 views
Similar Jokes
A policeman to his son : Tumhara result aacha nahi aaya.
Aaj se tumhara khelna aur TV dekhna band.
Beta : Ye 50 rupay pakdo aur ess baat ko yaheen dabado
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Purani Album Dekhte Hua
Mummy A Photo Me Tumare Sath Smart Koun He?
Mummy :
Yeh Tere Pappa He
Santa :
To Hum Is Ganje K Sath
Q Rehte He
by Pak101.com (few years ago!)
Santa nd Banta in a football stadium..
Santa : Paji, ye log ball se kya kr rhe hai?
Banta : goal kr rhe hain!!!
Santa :"lekin paji ball to pehle se gol hai , or kitni
gol Krenge?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Aurat Doctor Ke Paas Bhagi-Bhagi Jati Hai Aur Bolti Hai.
Aurat: “Mera Beta Motor Cycle Se Gir Gaya Hai”
Doctor: “I Can’t Understand Please Speak In English”
Aurat: “My Londa Is Gironda From Hero Honda“
by Pak101.com (few years ago!)
Har Gham Ko Pala Nahi Jata.
Kaanch Ki Cheezon Ko Uchala Nahi Jata.
Kuch Karna Hai To Mehnat Karo Jaani.
Har Baat Ko ALL IZ WELL Bol K Tala Nahi Jata.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Light the Cigar With the Heat Of Liver ..Their is Alot of Fire in Liver ..
Nahi Samjhay?????
Lo Urdu main Parho …
Biri Jalayele Jigar se Piyaa .. Jigar maa bari Aag hai …. :p
by A. Sami (few years ago!)
Husband: What’s Hypnotism?
Wife: Kisi ko apne Bas Me
kar K us se Man chaha kaam
karwana.
Husband: Arey nahi isey to Shaadi
kehte Hen...;-p
by lescol (few years ago!)
Doctor Pathan Se:
Khan Sahab Tumhara 1 Gurda
Fail Ho Gaya Hy,,.,,
Pathan Bola:
Kitny Numberon Se?;-)
by Pak101.com (few years ago!)
Grandpa: Teri Teachr aa rahi hai.Ja chup jaa. Grandson: Pehle aap chup jao. Aapki maut ke bahane maine do hafton ka leave le rakha hai.
by Pak101.com (few years ago!)
ardar 1: yaar aaj mujhe ajeeb msg aya owr maira mobile bhi band ho gia
Sardar 2: Esa konsa msg tha?
Sardar 1: "Battery Low"
Sardar 2: O send kar, doston ko darayen
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)