Apki shadi ho gayi?
Santa - Apki shadi ho gayi?
Banta - Haji, ek ladki se hui hai.
Santa - Shaadi to ladki se hi hoti hai.
Banta - Nahi ji meri bahan ki to ladke se hui hai.
by Mohammad Ali (few years ago!) / 1381 views
Similar Jokes
Gf – “I cheated.” Bf – “So what do u think I love u?I was also cheating u for past 2 yrs.”
Girl cried & said “I was talking about exams.”
Boy:oOops
by hearthackervsgirls (few years ago!)
a lecture waz going on
suddenly a boy went out of the class
lecturer: ye bahar kyu gaya??
boy's friend: sir, usko neend me chalne ki aadat hai
by Pak101.com (few years ago!)
America mein Light gayi to...
Power Office mein phone karte hain!
.
.
.
JAPAN Me gayi to...
Fuse check karte hain!
.
.
.
Par...
.
.
.
INDIA mein gayi to...
Padosi ka ghar dekhte hain..
Sabki gayi hai…
Ya apni he khraab huyi hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Husband shoping kar k aya
Wife ne darwaza khola
Husband:ye daba utha lo
Wife:is me zaroor mere khane ki cheez ho gi
Husband:han mere jote hain
by Sabir shah (few years ago!)
Thief1: Lets Count d Money We hav
Looted Today!
Thief2: I m So Tired,
We'll See it in d Newspaper Tomorrow.
by Pak101.com (few years ago!)
Once a husband, says to his wife, i am going for hunting, she embrased him and blessed
him,then he leave,
After a little time he come back. his wife asks him why u come back. he replies "our neighbour have left there dog open"
by Abdul Sami (few years ago!)
Teacher- Netaji, apka beta fail ho gaya hai aur aap laddu khila rahe hai?Netaji- 70 ladko ki class me 60 fail hai,bahumat 2 mere bete ke saath hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Baccho vartmaan, bhoot aur bhavishya kaal ke kuch udhaaharan batao ?
Chaman: Madam, kal maine aapki beti ko dekha, aaj main usse pyar kar rahaa hoo aur kal usse shaadi karungaa.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Ko Ek Bandar Mila Wo Usse Police Station Le Gaya.
Inspector: “Isse Zoo Le Jao”
Agle Din Inspector Ne Pathan Ko Bandar Ke Saath Bus Stop Pe Dekha.
Inspector: “Isse Zoo Nahin Le Kar Gaye?”
Pathan Khush Hote Hue: “Kal Main Isse Zoo Le Gaya Tha, Bada Maza Aaya, Aaj Hum Dono Film Dekhne Ja Rahe Hain“
by Pak101.com (few years ago!)
Mouse To Elephant:
2 Din K Liye Apni Kameez Dena.
Elephant: “Ha….Ha….Ha…..
Pehney Ga Kya ??”
Mouse: Nahe,Beti Ki Shadi Hay,
Tent Lagwana Hay..
by Pak101.com (few years ago!)