Sardar ki maut bijli girnay say hui
Sardar ki maut bijli girnay say hui
par uski laash muskuratay hue mili
baghwan ne pucha aisa kyun?
toh sardar bola “mai nu laga koi photo khinch raiya ae”
by Mohammad Ali (few years ago!) / 884 views
Similar Jokes
ek pathan ki behan ko daku utha kar le gaye,
sab ne kaha daku khatarnak hain khali haath mat jana
behan ko bachane.
Pathan 2 kilo mithayi le gaya.
by Pak101.com (few years ago!)
Chhote: Tujhe pata hai main aaj girl friend se
milunga
Bade: Kya baat kar raha hai, teri bhi girl friend
hai !
Chhote: Haan, Aur mujhe shaam ko badminton court
jaana hai.
Bade: Badminton court kyun?
Chhote: Waha net hota hai na… isiliye
Bade: Abe net ka kya karega…
Chhote: Girl firend se milunga na, usne bola tha,
aaj shaam ko 4 baje Net pe milte hain… hahaha
Bade: Bakwas band kar!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa to banta: Yaar koi aisa gift bataa jo seedha teri bhabi ke dil per lage...
Ruk sochne de
.
Banta: Goli mar de [?]
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: I need Poison.. Chemist: I can't sell without prescription.. Santa shows his used Ra.One tickets... Chemist: Bus kar pagle, rulayega kya...badi bottle du ya chhoti
by Pak101.com (few years ago!)
Geo Tv ka wo konse programs he jin k nam
khawateen lene se hich kichati hain?
.
.
.
.
"HUM SUB UMEED SE HAIN".
or
'AAJ RAAT KAMRAN KHAN K SATH'.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Kuch log dozak mein bary aram se soay huy thy
Farishta : yaar ye koon log hain?
Daroga : ye sab pakistani hain loadshading ki waja
se garmi ki aadi hain .
by Tanveer Hussain (few years ago!)
ek murgi ne 3 ande diye aur dua ki ya Allah
mere bache naik niklain
to pehle andey main se bacha namaz parhta hua nikla,
dosra bacha tasbih parhta hua nikla,
tesra nahi nikla to murgi pareshan hogai
aur us ne bache ko awaz di to anday main se awaz aai
k main etqaf main betha hoon.
by Pak101.com (few years ago!)
1 SARDAR Or American Siri Paye Kha Rahe Thay.
American K Hath Me Bakray Ki Zaban Agai.
American:
Wats This?
SARDAR:
Lo Dasso
O Khotaiya “This Is Language”
by Pak101.com (few years ago!)
- interview -
Question: To bataiye PANI ke bina insan kese marega?
Answer- Sir, PANI Nahi hoga to insaan tairega kaise? Tairega nai to doob jayega!! den dead...
by Mohammad Ali (few years ago!)
Santa: Wife Agar Husband Ko Naukar Smajhe To Husband Ko Kya Karna Chaiye ?
Banta: Zayda Kuch Nahi
Do Char Ghar Aur Dekh Lene Chahiye
by Pak101.com (few years ago!)