Sari Phuljadiyan Yhi Rehti Hai
Child: Mom Isbar Hum Patakhe Is Shopse Lenge
Mom: Lekin Beta Ye To Girls Hostel Hai
Child: Papa To Kehte Hai Ki Sari Phuljadiyan Yhi Rehti Hai
by Pak101.com (few years ago!) / 942 views
Similar Jokes
1 Pathan Ne Mobile K Sath Ek Kenchi Bhi Lee. Kisi Ne Pocha
Khan Sahab Kenchi Q Lee?
Pathan: O Yara Kabhi Kabhi Call Katni Bhi Parti Hai…
by Pak101.com (few years ago!)
Husband to wife, na kajre ki dhar, na motiyo ki haar, na koi kiya singar, fir bi itni sundr ho..
Wife: Saaf-saaf bolo make up ke liye paise nahi dunga.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Golden Words written on “Riksha”.
.
Qismat Aazma chuka hun
Muqaddar aazma raha hun
Kisi be-wafa ki khatir
Riksha chala raha hun.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
If ever in your life u r very sad n feel that u have lost everything, I'll come, hold ur hand, take u 4 walk on a bridge and show u where 2 jump from.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Dukandar ek aurat ko kapre dikha dikha k
thak
gaya..
.
.
.
akhir bola, mujhe afsos hai apko koi kapra
pasand nahi aaya..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Aurat:” Koi baat nahi mai to wese bhi sabzi
lene
aayi thi…:P:P
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa-Tum Meri Shadi Mai Aaoge Na?
Banta-Mai Un Logo Mai Se Nahi,
Jo Musibat Ke Waqt Dost ko Akela Chhod De.
Main Zarur Aaunga.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa:
Tumhari Car Ka Tyre Kaise Puncture Huwa?
Banta:
Ik Daaru Ki Bottle Iske Neeche Aagayi Thi.
Santa:
Tumhain Bottle Nazar Nahi Aayi?
Banta:
Bottle Us Bande Ki
Jaib Mein Thi
Jo Meri Car Ke Neeche Aaya Tha… ;->
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher: Wo Kon C Cheez Hay
Jo Insan Ke Izzat Ko Mazbooti
Say Jakray Rakhti Hay?
Sardar Je:
MISS
“NARRA”
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Mai Meenar-e-pakistan ko sar par utha kar Peshawar le ja sakta hon.
.
Hazaron log ekathay ho gaye
.
Pathan: Bas ese utha kar mairy sar par rakho tum !
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
3 chhipkliyan diwar pe chal rahi thein.
Ek ne gana shuru kiya
Jaisey hi gana band kiya baki ke do gir padein!
Bolo kyon?
Stupid eis liye
Baki dono ne tali bajai…
by Pak101.com (few years ago!)