student life
Height of HOPE:
Sitting in Examination hall
Holding paper in hand
And saying to yourself
.
.
"Don't worry man, Exam will be postponed"
by inayat khan (few years ago!) / 948 views
Similar Jokes
Ek baar Santa ka Gadha lapata ho jata hai Wo mandir me jakar bhagwan ki murti k samne der tak prarthana karta hai.
Yeh dekhkar Banta ussey puchta hai, “Santa kya tum bhagwan se ye prarthana kar rahe ho ki tumhara gadha tumhe mil jaye?.”
Santa : nahi yaar, mein to bhagwan ka sukriya ada kar raha tha ki unke kripa se mein gadhe par sawar nahi tha, nahi to mein bhi lapata ho jata!
by Pak101.com (few years ago!)
Police Officer Bachey Se:Beta Kia Tumhare Abu “Al Qaida” Me Hain?
Bacha: Uncle! Mujhe Abu Ka To Pata Nahi! Per Main
.
“Noorani Qaida” Pe Hoon!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
10 Saal Baad
Grl Boy Ko Dekh K.
Kya Mast H
Ma Bap Ne Kaha Chupa Rkha Tha
Muje Is Bache Ka No Chahiye
BOY Sharmate Hue
Ap K Ghar Baap Bhai Nai H Kya
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 bacha road pe kuttay ko le ja rha tha
1 Police wala hanste hue
Beta apne bhai ko kahan le ja rhe ho?
Bacha
Police me bharti krwane.
by Pak101.com (few years ago!)
Grl:Agr Mujse Shadi Krni Hai To Tume Hr Hafte Mumi Ko 10kg Atta aur Papa Ki Car Me 20 litre Petrol Dlwana Hoga.Boy:Acha BEHAN chalta hu Ami-Abu Ko Salam Kehna.
by Pak101.com (few years ago!)
Pessenger :
Agr Sub Trains Late Hon To Time Table Ka Kya Faida ?
.
... .
Phatan :
Agr Sb Trains Waqt Per Hon To Waiting Room Ka Kya Faida . .
;p
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Singh: What is the full form of singh?
Banta Singh: S-santa I-insaan N-nahi G-gadha H-
hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Pathan Pe Bijli Ka Taar Gir Gaya:
Pathan Tarap Tarap k Marne He Wala Tha,
K
Usay Yaad Aaya
K
Bijli 2 Din Se Band Hai. :-
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Afridi: Hum Sachin ko kissi bi haal main Century ki century nehi bananey dey gey.
Shoaib: Magher hum usey rokey gey kaisey!!!!! wo tu gazab ki form main hai?
Afridi: Hum 100 key andur hi all out ho jaey gey...!!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Haathi ke bache ne chonti se poocha: Tumhari age kitni hai?
Chonti: 40 years
Baby Elephant (hairat se): 40 saal aur itni choti ?
Chonti: Haan mai Lux istimaal karti hun es liye meri umar nazar nahi aati. Aur tumhari umar kiya hai?
Haathi ka bacha (fakhr se): 10years.
Chonti: 10 years! Aur itne bare?
Haathi ka bacha: Haan, mai Nido jo peeta hun
by Tanveer Hussain (few years ago!)