Teacher: batao pepsi faida
Teacher: batao pepsi faida deti hai ya nuqsan
Student: koi pila dai to faida
Pilani pary to nuqsaan :P
by Pak101.com (few years ago!) / 925 views
Similar Jokes
Kid-aunty mummy ne 1 katori chini mangai h
Aunty(haste hue(-acha aur kuch kaha mummy ne? Kid-ha
kaha vo kutti na de to
samnewali kamini se le aana..
by Pak101.com (few years ago!)
1 pathan jahaz m 1 seet pr beth gaya aur wahan se uthne ka nam hi nhi le raha tha,logon ne bht minaten ki mgr wo na mana wo keh raha tha k khan ka zaban 1 hai hum apna faisla nhi badlega,to 1 shakhs aya aur usy kan m kuch kaha to faorn uthkr agli seet pr beth gya,log heran ho gay aur us shkhs se puch k tune usy kya kaha jo wo man gaya,
Admi ! Main kaha k khan ap kahan jaoge?to pathan ne kaha k dubai,to maine kaha k dubai ki seet agli h ye lahor ki seet
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa Cricket Khel Kar Aaya, Daddy Ne Puchha.
Daddy: “Kitne Runs Banaye?”
Santa: “Bas Papa, Double Century Hone Mein 199 Runs Baaki Thhe, Ke Mein Out Ho Gaya“
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher :tell me ur name in english?
Student:after 2 min "long life oven"
teachar:is ka kia matlb hai?
Student:umer daraz bhatti
by Sabir shah (few years ago!)
Pathan U.K Gaya
Airport Officer Ne Naam Pocha
Pathan: Umar Daraz Khan
Officer: English Mei Bolo
Pathan Kuch Dair Sochny K Baad: Long Life Khan
Peche Sardar Khara Tha
Wo Bola:
I M Beautiful Red Underwear
Officer:What?Sardar:Mera Naam Hai Sundar Laal Chadda
by Pak101.com (few years ago!)
MachAr 1 Dharakht sy lipat Gaya..!
Toofan jany k baad Machar ApNa Paseena saaf kar k Bola:
Ooho Ajj Mai Na Hota To ye Drakhat Urr jata.
by Mazhar Khan (few years ago!)
wakeel: my lord kanoon ki kitaab ke saffha number 15 ke mutabiq mere muakkal ko ba izzat-bari kia jaye.
JUDGE: kitaab paish ki jaye
(kitab pesh ki gaye)
judge ne saffa khola to us mei 5000, 5000 k do note thay..
JUDGE: is tarah k do saboot aur pesh kiye jayein
by Mazhar Khan (few years ago!)
Hindi Bhai: What is the difference between bus & cycle?
Funny Gujarati: Bus ka stand bus ke sath kabhi nahi jata, Par cycle ka stand hamesha cycle ke sath jata hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Ladki Ne Ghar Se Bhaag Ke Shaadi Kar Li.
Do Din Baad Wo Rote-Rote Ghar Waapis Aayi.
Baap Ne Ye Dekha Aur Gusse Se Puchha
Baap: “Ab Kyun Aayi Ho Yahaan?”
Ladki Rote Hue Boli: “Papa Wo BMW Ka Driver Nikla, Iphone Bhi China Wala Nikla“
by Pak101.com (few years ago!)
Santa-Tmhari ankhen ktni hasen hAI
Girl-Choro na
Santa-Tumhare baal ktne khubsurat hai
Girl-Choro na,Aap Bhi
Santa-Itni der se chor hi raha tha
by Pak101.com (few years ago!)