Motorway police
Motorway police:KHAN ap 180 Kì speed
sy kyn ja rahy ho
KHAN:Tm logn ny he to side waly
board pe likha hy:
YAD RAKHN GHR PE KOI AP KA INTIZR KR RHA HY ;->
by Mohammad Ali (few years ago!) / 1001 views
Similar Jokes
Musafir : Beta thoda pani milega..?
Boy : Agar lassi de du to chalegi.
Musafir : Bahut achha hoga
...
boy lassi le aaya,musafir ne 5 pyale lassi peene ke baad pucha : Kua tumhare ghar me koi lassi nhi peeta...?
Boy :Peete to sab h lekin aaj lassi me MENDAK gir gaya tha or usme hi mar gay....
Musafir ne gusse me pyala zameen par de mara....
Boy :Rote hue bola "Mummy inhone pyala tod diya ab hum Billi ko paani kisme pilayenge.
by Pak101.com (few years ago!)
Darya k kinaaray 2 Sardar chamach se darya mai Dahi daal rahe thay!
Pathan ne dekha to poocha: Khocha yeh kya kar rahe ho…?
Sardar: Hum Lassi bana rahe hain!
Pathan: Ha Ha Ha…! O pagal ka bacha, log isi liye tum par Lateefa banatay hain…!
Itna Lassi tumhara baap piyega.Ha.ha.ha.
by Pak101.com (few years ago!)
Tcher-agar ek diwar banane me 10000 ka kharch ata h to 2 diwar banane me kitna ayega?
Stu-10 Crore
Teach-nalayak kya nam hai tere baap ka? Stu-Suresh kalmadi
by Pak101.com (few years ago!)
God Pappu Se: Beta Kya Chahiye.
Pappu:1 Job,1 Badi Se Gadi, Or Usme Dher Saari Ladkiya.
God:Tathastu..!
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Aaj Pappu Girls School Me Bus Driver Hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Similarity between Gandhiji & Mallika…
Dono NE kapde tyag diye,
Ek NE desh ke liye,
Doosre NE Deshwasion ke liye!
by A. Sami (few years ago!)
Husband 2 Wife : Did u Have any boyfriend before marriage ??
Wife remains silent
Husband : Mai is Khamoshi ko kya samjhu ??
Wife : Abbe gin ne to De
by tanveer hussain (few years ago!)
Physics ka bhi baap:..Question:- Which liquid turns 2 solid on heating..???...........................Ans:- BESAN KE PAKODE.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Ek Pathan ko Exam mai Koi Sawal Nhi Aata Tha:
Pathan Ne Hr Ques K Neche
|||||||||||||||
Is Tarha Ki Lines Laga Kar Neche Likh Diya.
Scratch Kar K Answer Parh Lo.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Malkin: kya hua tum 3 din kam pe nai aai?
Kamwali: mene to facebook pe update kia tha ki mai gaao ja rhi hu...!
Apke husband ne comment bhi mara tha "Miss u"
by Pak101.com (few years ago!)
Modern Insult
Boy To Girl - I Love You And Want To Marry You.
.
.
.
.
Girl - Apni Shakal Dekhi Hai..
.
.
.
.
Boy - Dekhi Hai Tabhi To Tere Paas Aaya Hoon Warna Katrina Kaif Ke Paas Jaata..
by Pak101.com (few years ago!)