Phatan ki aqal
Ik din ik pathan sabzi leenay gaya or woh sabzi
mandi pohncha to dekha kafi deer se sabziwala sabzi
ko pani laga raha hai akhir tang aaker us ne sabzi
walay see kaha jub yah timtor hosh main ajayeen to
2 kilo tol dena.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 948 views
Similar Jokes
Ek Student Ne Paper Diya or End Mai Likha:
Sir Numbers ki Kunji Aapke pas hai Zara Ziyada Deyde ge to kya Baat Hai.
Phir Master g Ne Likha:
Kitabo k Kunji Tumhre Paas Thi.
Thoora Parh Leyte to Kya Bat Thi.
by Pak101.com (few years ago!)
Aagar apni cousin phasaani ho tu....
jab wo kitchen ma jaye tu peechay se ja k usko
jhapee daaal lo
agar hans paray tu samjho phas gaye or agar gussa
karay tu shor macha do
"baji dar gaye"
"baji dar gaye" :P
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pappu-dada ji kya aap badaam khate he?
Dadaji-nahi, mere to daant hi nahi hain
Pappu-fir thik hai, ise aap rakhiye, mai school se aakar le lunga..
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Rakshay Pe Ghar
Aya.
Sardar: Kitnay Paisay
Rakshay Wala: 50 Rupay
Sardar: Yay Lo 25 Rupay
Rakshay Wala: Yay Keya
Sardar: “Te Mama Tu Nai
Naal Beh K Aya”.
by tanveer hussain (few years ago!)
Ek pathan say kisi nay poochha K,
Aap ka favorite song kaun sa hai???
.
.
.
.
Pathan Sharma k bola;
.
.
.
.
"Larki Q, najanay Q, Larkoo c nahi hoti.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
No matter wht boys are driving
5500cc ferrari
2800cc BMW
2400cc ACCORD
OR
1800CC CIVIC
BUT,
they are unable 2 overtake a
100cc QINGQI
full of girls.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa - "Mujhe us Ladki se bachao."
Banta - "Kya hua?"
Santa - "Jab se Maine kaha 'Dil Cheer ke Dekh tera hi Naam hai' Saali Chaku le ke Piche hi pad gayi hai."
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar was painting his room
.
Us ne Chat ko paint karkay
Diwaron par likha
"SAME AS ABOVE"
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Baagh Me Bulbul Or Mehfil Me Parwaney, Behar-e-Ishq Me Kis Ka Baira Gharq Nahi, Dono Saari Raat Nahi Sotey Ik Pal, Aashiq Or Ullu Me Koi Farq Nahi.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sharma:Yar murgi k bacche anda torkar bahar kaise aa jate hai. Verma:Mujhe to ye samajh mein nahi aata sale band ande mein ghus kaise jate hai.
by Pak101.com (few years ago!)