CHOWKIDAR rakhwa do
Pathan ko Raah chalte aik CHIRAGH mila,
Usne CHIRAGH ko ragra us main se aik JIN nikla,
Jin ne kaha: Teen khuahishat batao.
Pathan: Ek Shandar banglow ho, (Aa jata hai)
Us main bohat ameer log hon (Woh bhi aajate hain)
aur
aur
Us main mujhe CHOWKIDAR rakhwa do
by Abdul Hannan (few years ago!) / 873 views
Similar Jokes
Santa apni grlfrnd k saath 1st datepe:
”Ye meri pehli date hai darling..........agar koi galti ya kami reh jaye toh chhotabhai samajhk maaf kar dena..:p :D
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Baar Ek Madari Bandariya Ka Naach Dikhakar Bollta Hai, Naach Meri Dulhan tujhe Paisa Milege Kahan Kadardaan Tujhe Aisa Milega.
Bandariya: Chup Raha Kambhakt, Kaun Sa Kadardaan Elecrical Engineer Hokar Bandariya Ka Naach Dikha raha Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Dukhi Tha Kisi Ne Pucha
Kyu Tension Me Ho?
Sardar: Yaar,Ek Dost Ko Plastic Surgery Ke Liye 2 Lakh Diye
Ab Saale Ko Pehchaan Nahi Pa Raha Hu
by Pak101.com (few years ago!)
SAAS : Kalmuhi Khuda ne tumhe 2 annkhe di hay, chawal se pathar nahi nikal saktin?
BAHU : Khuda ne tumhe 32 daant diye heini,2,4 pathar nahi chabba saktin...!!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Interviewer: Let me check your English...Tell me the opposite of good
Sardar: Bad
Interviewer: Come
Sardar: Go
Interviewer: Ugly
Sardar: Pichlli
Interviewer: PICHLLI?
Sardar: UGLY
Interviewer: Shut Up
Sardar: Keep Talking
Interviewer: Ok now stop it
Sardar: ok now carry on
Interviewer: Abay chup ho ja....chup ho ja....chup ho jaa
Sardar: Abe bolta reh....bolta rah....bolta reh
Interviewer: Are yaar
Sardaar: Are dushman
Interviewer: Get Out
Sardar: Come In
Interviewer: U r Rejected
Sardaar: I m selected...bale bale
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
2 sardar were fixing a bomb in a car.
Sardar 1: What would you do if the bomb explodes while fixing.
Sardar 2: Dont worry, I have one more.
by Pak101.com (few years ago!)
Kisi behri jahaz main kain log safar kar rehy the achanak aik chota sa bacha samandar main ja gira, jahaz main halchal mach gai, thori der bad aik nojawan bachy ko good main liye samandar se nikal aya. logo ne is ki bahadari ki tareef ki.& & &
Nojawan bola:”who sab to thek hay magar ye batao, ke muje Dhaka kis ne diya tha.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Kunwaro se log puchte hai ki tumhari ab tak shaadi kyon nahi huye?
Kunware bhi jor se kahte hai: jaako rakhe sayeean mar sake na koi.
by Pak101.com (few years ago!)
Basanti: Bhaag Dhanno bhag, aaj teri Basanti ki izzat ka sawal hai. Dhanno: Tujhe apni padi hai. Meri soch jiske peeche Gabbar ke 10 ghode pade hain
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teachr: Mukhtasar bat karna Aqalmandi ki nishani hy
Teacher: Tumhare abbu ka kya nam hay?
Student:CNG
Teachr:Ye Kesa Nam hy?
Studnt:
Chaudhry Naeem Gujjar.
by Pak101.com (few years ago!)