goli maar day
Pathan to 2nd Pathan: Yaar koi aisa Gift bata jo teri bhabhi k seedha Dil par lagay.
2nd Pathan: Goli maar day.
by Abdul Hannan (few years ago!) / 557 views
Similar Jokes
Pappu Apne Friend Golu Ko Bata Raha Thha.
Pappu: “Pichle Hafte Meri Aur Meri Girlfriend Ki Ladayi Ho Gayi Thi Aur Hum Alag Ho Gaye”
Golu: “Fir?”
Pappu: “Usne Mujhe Chidane Ke Liye Apne Naye Boyfriend Ke Sath Photo Khinchva Ke Mujhe Bhej Di”
Golu: “Ohh, Ye To Bahut Bura Kiya Usne”
Pappu: “To Main Bhi Konsa Kam Hun, Utha Ke Photo Uske Baap Ko Bej Di“
by Pak101.com (few years ago!)
Girl:hum kahan ja rahe hain?
Boy:long drive pe
girl:woow pehlay kiun nai btaya
boy:mujhe bi abi pata chala hai.
Girl:wo kaise?
Boy:break nai lag rahi hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Police to Santa : "Tumhara Dost kaise mara?"
Santa : "O ji Mai kuch nahi janta, Usne to yehi kaha
tha-Mere Pat me Chuhe kud rahe hai. to Mene use
Chuhe Mar
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan apni Maa se: Kia ap ne mujhy paida hone se pehly daikha tha?
.
Maa: Nahi
.
Pathan: To phir ap ne mere paida hone ke baad mujhe pehchana kaisy?
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Yogi: AUNTYji!
Arpit ghar pe he?
Aunty: Haan beta,
abhi abhi aaya hai!
Maggi Kha rha hai...!
Tujhe bhukh lagi hai kya?
Yogi: ji Haan..! :D
.
.
.
Aunty: Toh tu bhi apne ghar se kha kar aa.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher 2 GOLU -Tum Me Kuch Kamiya Hai.
GOLU Next Day Coat Pant Pehan K Aata Hai.
Teacher:What's This.?GOLU -Raymond, The Complete Man..
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan:mujhe 4 bje jaga dena
Naukar:lakin mujhe time dekhna nai ata
Pathan:tum jagah dena time me khud dekh lon ga
by Sabir shah (few years ago!)
Hitler during his speech:
” There is no word of ” Impossible” in my
dictionary.”
Sardar: te mama tu dekh k leni c.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
boy-tumhari aankhain kitni haseen hai, girl-choro na,
boy-tumhare baal kitne khubsurat hai,
girl-choro na aap bhi,
boy-abhi tak to chor hi raha tha...
by Pak101.com (few years ago!)
Rabri : Ka karat ho?
Laalu : Ek dost ko chitthi likhat hu!
Rabri : Par tuhar likhna to aawe nahi.
Laalu : Vo sasura bhi to padhna nahi jaanat.
by Tanveer Hussain (few years ago!)