1 Moka Hamein Do
1 ANGRAIZ K Ghr 9 Larkiya Paida Hui
Usne News Paper Men Add Diya
Larka Peda Krne Ka Tareeqa Batao.
Bangal Se Letter Aya BV
Ko Fish Khilao
SRI LANKA Se Letter Aya Milk Cake Do
PAKISTAN Se Letter Aya Lassi Do
Aur INDIA Se Letter Aya:
1 Moka Hamein Do
by Pak101.com (few years ago!) / 995 views
Similar Jokes
Pathan Apne Bete Ko Kisi Baat Par Samjha Raha Thha, Aur Bola.
Pathan: “Oye Ghabra Mat Tu Sher Ka Puttar Hai”
Beta Khush Hote Hue: “Abba Ji, Acha Hua Bata Diya Teacher Bhi Yahi Puchti Hai Ke Tu Kis Janwar Ki Aulad Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Trian me waring likhi thi "bina ticket sarfar karne wale hoshyar"
sardar:wah g wah to jinhun ne ticket lia wo kia bewakuf
by Sabir shah (few years ago!)
Grandpa: Teri Teachr aa rahi hai.Ja chup jaa. Grandson: Pehle aap chup jao. Aapki maut ke bahane maine do hafton ka leave le rakha hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Baar Ek Indian Minister Obama Ke Saath Beach Par Jata Hai, Baaton-Baaton Mein Obama Ne Puchha
Obama: “Tumhe Swimming Aati Hai?”
Indian Minister: “Nahi”
Obama Hanste Hue: “Tum Se To Kutta Achha Hai Wo Bhi
Swimming Kar Leta Hai”
Indian Minister: “Tumhe Aati Hai?”
Obama Ne Fatafat Jawab Diya: “Haan”
Indian Minister: “To Sale, Tum Mein Aur Kutte Mein Farak Hi Kya Hua?“
by Pak101.com (few years ago!)
Shohar ne apni bivi ko msg kia:jan me 15 mint dair se aaunga.agr na aaon to yahi msg har 15 mints bad parhte rahna.
by Sabir shah (few years ago!)
Ek aadmi apni biwi ka antim sanskar karke ghar ja raha tha.
Achanak bijli chamki, badal garje,
jor se barish start ho gayi.
Dukhi aadmi: Lagta hai pahunch gay!
by Pak101.com (few years ago!)
Some say Whisky is Risky,
Some say Whisky bina Zindagi Miss ki,
But .. Rum, Beer ya ho Whisky,
Koi Nhi Grlfrnd se Zyada Risky !
Aaj Iski, kal pata nhi Kisky
by Tanveer Hussain (few years ago!)
2 Lovers plan to suicide. Boy jumped first, Girl
closed her eyes & return back saying love is blind.
Boy in air opened his parachute saying love never
dies.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Beta: Papa Humaray Ghar main Jin hain ?
Baap: Ye Jin Waghera kuch nhi hotay …
Beta: Papa Nokrani kehti hy k humaray Ghar main jin hain …
Baap: Saman pack karo …
Beta: Q papa ?
Baap: Abay.. Humary Ghar main koie Nokrani hi Nhi Hy….
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Khuda kare tujhe khushiyan hazaar mile, mujhse bhi achche yaar mile,
meri galfriend tujhe raakhi baandhe aur tujhe ek aur behan ka pyar mile
by Pak101.com (few years ago!)