Raaaaaaaaaaaabert iss harami ko
Raaaaaaaaaaaabert iss harami ko liquid oxygen may daal do ! Liquid issay jeenay nahi day gaa, oxygen issay marnay nahi day gaa!
Sheeshe ko sheesha kat ta hai, lohe ko loha kat ta hai, tujhe paagal kutta katega.
by Pak101.com (few years ago!) / 1161 views
Similar Jokes
Pappu Apne Dost Golu Ko Udas Hoke Bata Raha Thha
Pappu: “ Yaar Bohat Mushkil Hai Teacher Se Pyar Karna ”
Golu: “ Kyun? ”
Pappu: “ Love Letter Bheja Tha Assignment Samajh Kar Check Kar Diya Or Boli Handwriting Improve Karo “
by Pak101.com (few years ago!)
Santa ke ghar Ladki ne janam liya..
Banta: jab ladki badi hogi to ladke ise chedenge.
Santa: Maine iska intejaam kar liye hai.
Banta: kya kiya?
Santa: Ladki ka naam DIDI rakh diya hai.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Baba-e-Qaum: Muhammad Ali Jinnah
Quaid-e-Millat: Liaquat Ali Khan
Madar-e-Millat: Fatima Jinnah
Aur Ab . . .
Bhabhi-e-Millat: Sania Mirza. :-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Baap: Dekho Beta Aaj Tumari
Teacher Ki Taraf Se Muze Ek Letter Mila H.
Beta: Aap Befikar Raho,
Mai Mom Ko Nhi Batauga.
Father: 12th Krne k Baad Tum Kya Karoge.?Boy: BCA
Father: Very Good Per Ye BCA Hota kya he.?
Boy: Baap ke Cash pe Aish!
by Pak101.com (few years ago!)
Aik kutta doosray se:
Oye aaj kal jahan rush ho wahan se nikal jaya kr.
Doosra: Kyon?
Pehla: Salay, agr dhamaka hogya tu insanon ki moat maray ga.
by Farhan Safdar (few years ago!)
Aik Fauji Afsar Sardar Recruit Sey:
Agar Maidan Mein Tumharey Pass
Gholiyan Khatam Ho Jayein To Tum Kya Karo Ghey?
Janab Mein Awazein Nikaloon Gha
Dhishkoon,Dishkoon
by Pak101.com (few years ago!)
Kitna pyaar karte hum unse,
Kaash unhe bhi ye ehsas ho jaye,
Kahi aisa na ho ki woh hosh mein tab aaye
Jab hum KISI AUR ke ho jaye.
by khalid hussain (few years ago!)
Baap: beta, paper kaisa huwa?
Beta: bus pehla sawal choot gia!
Baap: acha! aur baqi?
Beta: teesra mujhe aata nhe tha! chotha mai karna bhool gia! paanchwa mujhe nazar nhe aya! chatta paper ki pichle taraf tha, maine dekha he nhe!
Baap ghusy mai bola: aur dosra?
Beta: bus srf wohi galat hua hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Wife Husband Se : Woh dekho ladka mujhe smile de raha hai....
Husband : Smile nahi de raha jab maine tmhe pehli baar dekha tha to mere bhi hansi nikal gaye thii....
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
1st sardar: oye agar neend na aaye to kya kia jaaye?
2nd Sardar: Neend ka intizar karne se achha hai ki banda soo hi jaye
by Mazhar Khan (few years ago!)