1 sardar rail ki patri per so gaya .
1 sardar rail ki patri per so gaya .
1 aadmi ne kaha kya kar rahe ho? Train aayegi to mar jaoge!
Sardar: Mere uper se hawai jahaaz guzar gaya to kuch nahi hua, train kya cheez hai?
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 944 views
Similar Jokes
Boy: Chalogi
Girl: Kaha.?Boy:
Jaha Tum Kaho
Girl:Police Station Chalte Hai,
Boy: Lo Batao Ab Apni Behen Se
Mazak Bhi Nahi Kar Sakta
by Pak101.com (few years ago!)
Patient: I always see spots before my eyes. Doctor: Didnt the new glasses help? Patient:
Sure, now i see the spots much clearer.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Pathan pehli dafa Jahaz Pe Baitha:
.
Jesy hi Jahaz ka Agla Tyre Ooper Utha,
Tu Pathan Pilot ko Maarny Laga.
.
Aur Bola:
.
Mai Pehlay He Dara Huwa Hon
.
Aur
.
Tum Wheeling Kar Rahy Ho.
by Pak101.com (few years ago!)
Texi Wala : Sir Sorry
Mai Meter Chalu Karna Bhul Gaya Tha Ab Kitna Bhada Lu?
Santa : Oyye Praji
Koi Gal Nhi
Mei B Apna Batva Bhul Gaya Hu!
by Pak101.com (few years ago!)
Santa clerk se MANAGER ban gya.
Ghar jaakr usne ye bat new style se patni ko btayi.
.
Patni behosh....!!!!
.
socho wo kya bola?
"Tu aaj Raat se MANAGER ke sath soyegi.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher : What comes after 69?:|
Student : Mouthwash X_X
Teacher : Get out /:)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa Ne Nayi Car Li Aur Sadak Pe Leke Ghumne Nikal Pada.
Raste Mein Ek Jagah Checking Ho Rahi Thhi, Ek Police Wale Ne Usko Rok Liya.
Santa Ne Gadi Side Pe Laga Li, Inspector Aaya Aur Saanta Se Pucha.
Inspector: “Car Gas Par Hai?”
Santa: “Nahi Ji”
Inspector: “Petrol Par Hai?”
Santa: “Nahi”
Inspector: “To Diesel Par Hogi?”
Santa: “Ji Vo Bhi Nahi”
Inspector Hairan Ho Gaya Aur Bola: “Abe Phir Kis Par Hai?”
Santa Bholepan Se: “Ji Installment Par Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Kuch pathan cow ko first floor per le ja rahay thay.
Admi: Is ko ooper kiu le ja rahe ho??
Pathan: Zibah kerne ke liye.
Admi: Magar ooper kiu?
Pathan: Kiu ke churi ooper hai..
by Abdul Hannan (few years ago!)
Santa: oye banta machli khayega?
Banta:nahi yaar usme kaante hote hain.
Santa: oye chadd yaar, chappal pahen k kha lena.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa threw his watch off the balcony of his house on the tenth floor. He ran downstairs and still managed to catch it. How did he do that? Because Santa’s watch is always ten minutes slow.
by Pak101.com (few years ago!)