Santa Banta ki khoob pitai huyi
Santa Banta ki khoob pitai huyi.Par Q?Q ki Dono B’Day party me muft ka khana khatepakde Gaye aur kehne lage:...“Hum Ladki walo ki taraf se hai” :P
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1407 views
Similar Jokes
Anna : Mahangai kam karo ,
S. Pawar : Hum try karenge '
Anna : Pyar se bol rahe hai mehngai kam karo
warna thappad mar ke bhi bol sakte hai
S. Pawar : Thappad se dar nahi lagta anna , anshan
se lagta hai !!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Wife to her husband: Please take me to an expensive place.
.
.
.
Husband replied: okey get ready
.
.
.
.
.
We are going to Petrol Pump.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek ped per ek ullu baitha karta tha..
.
Ek din ped kaat diya gaya..
Ped bahot khush hua, kyuki ab uspar koi ullu nahi bethega..
.
.
magar us ki khushi mitti mein mil gai
kyu ki...
.
.
.
.
.
Ped ko kaat kar Pradhaan Mantri ki kursi bana di gai... aur Itihaas gawah
hai,
.
.
.
"Aaj Bhi Us Par Ullu Hi BaithtaHai...:
by Pak101.com (few years ago!)
1shaikh kangal ho gya to us ny apni BIWI se kaha
bachon ko un k nanky bhej do
R tum apni ami k ghar chali jao
Mera Allah malik
Main apny susral chala jata hon.
by Pak101.com (few years ago!)
Premi to premika- "Darling mujhe tumhari aankhon me saari duniya dikhai deti hai.."
Peeche se ek budhha bola- "Hamari gaiyya nahi mil rahi.. Dikhe to batai.."
by Pak101.com (few years ago!)
Biwi Apne Pati Santa Se Boli.
Biwi: “Jara Dekho Sheeshe Mein Aap Kitne Mote Ho Gaye Ho”
Santa: “Apne Aap Ko To Dekh, Tum Bhi To Kitni Moti Ho Gayi Ho”
Biwi Muskurate Hue: “Main To Maa Banne Wali Hoon”
Santa: “To Kya Hua, Main Bhi To Baap Banne Wala Hoon“
by Pak101.com (few years ago!)
'Bacha peida hotay hi cheekha: Mujhay kuch nazar nhi aa raha, Mein andha houn..,....'
by Mazhar Khan (few years ago!)
Strange man to a boy: Tu Ramesh ka ladka hai?
Boy: Nahi .
Next day again..
Strange man: Tu Ramesh ka ladka hai?Boy: Nahi.
Next day, unka accident ek car se hua, in the Hospital..
Man: Tu Ramesh ka ladka hai?
Boy ek Doctor se: Doctor ye mujhe pareshan kar raha hai "tu Ramesh ka ladka hai" puch puck ke..
Doctor: Toh tu kehde na ki too Ramesh ka ladka hai..
Kuch der baad phir se..
Man: Tu Ramesh ka ladka hai?
Boy: Haan.
Man: Lagta to nahi hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa mango juice ka glaas le kar baitha tha
Banta aaya aur fataak se juice pee gaya.
Santa – Meri to yaar kismat hi kharab hai. Beta fail ho gaya,
biwi dost ke saath bhag gayi, ghar me chori ho gayi, nalke me
paani nahi, ghar me light nahi.
Aab juice me zehar daal ke peene ko rakha tha
aur wo bhi tu pee gaya saale!
by Pak101.com (few years ago!)
Tum Par Beete Gi To Tum Bhi Jan Jao Ge,
Faraz..
.
.
... .
.
Koi Nazron Ke SamNe Se Biryani Le Jae To Kitna
Dard Hota Hai..
(".)/ Oye 1 Niwala
<)) To Khila De
_/ à/_ Yaar....
by Tanveer Hussain (few years ago!)