Sardar: doctor sahib ye dawa to
Sardar: doctor sahib ye dawa to kahin se nahi mil rahi.
Pathan doctor:
Ooh hoo.. dawai likhna to hum bhul hi gaya ye to hamara signature hai.
by Pak101.com (few years ago!) / 969 views
Similar Jokes
Pathan: Doctor Sahab Plastic Surgery karwanay main kitna kharcha aayega?
Doctor: 5 laakh..
Pathan: Agar Plastic Hum day to??
by Abdul Hannan (few years ago!)
DO sardar jungle main ja rahy thay k ach
DO sardar jungle main ja rahy thay k achanak shair ( lion ) samnay a gaya .
1st sardar nay uski ankho main mitti daal di or bhagnay laga.
1st sardar: o nus v ..!!
2nd sardar: mitti ty tu pai ay..tu nuss..!!
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Zindagi me Shadi karna bahut zaroori hai..
Kyon ki..?
Zindagi mein Khushiyaan hee sab kuch nahi hoti..
by Pak101.com (few years ago!)
BREAKING NEWS:1st time joke on Sardarni.All ATMs in Punjab are jammed & not working…Bcoz, all Sardarnis put Hairpins in ATM machine wen it says “Enter ur PIN”:p =D =))
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Memon Ne Apni New Car
Office K Bahar Roki,
Abhi Usne Darwaza Khola Tha K
Ek Truck Ne Takar Mari Aur Darwaza Durr Ja Gira,
Memon Apni Car K Liye Rone Laga
Police Ne Kaha K Aap Ko Apni Gari K
Afsoos Mai Ye B Nai Pata
K Apka Left Hand B Ghayab Hai,
Tu Memon Ne Kaha:
Kyaaaa!
Yani Meri New Rado Ghari B Gai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher 2 pathan student: Jis admi k Dono Hath na hon usay English main kya kahein ge?
.
.
.
Pathan:
.
.
.
HANDS FREE !!!
by Abdul Hannan (few years ago!)
Larkay Wale: Hume Aisi Larki Chahiye Jo zayada Khati-Peeti Na Ho,aur hamesha chup rahe or shohar ki sunay.
Larki walay
Aisi Larki To Apko ICU Me Hi Milegi :p
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Jab Hum Chota Hota Tha Tab Hum Ye Darakht Par Charh Jata Tha.
Friend: Wo Kaisy?
Pathan: Us Waqat Ye Darakht B Chota Hota Tha...
by Abdul Hannan (few years ago!)
Bahu: Maaji, yeh abhi tak nahi aaye, kahi koi ladki ka chakkar toh nahi hai unke ?
Maaji: Are kalmuhi tu toh hamesha galat hi sochti hai, Ho sakta hai ke kisi truck ke niche aa gaya ho!
by Mohammad Ali (few years ago!)
Makan Malik : Rs 700 kiraya hoga.
Kirayedar : Thik hai. Lekin aapke makan me chuhey
nach rahe hai.
Malik : To saale 700 me kya Sheela nachegi?
by Tanveer Hussain (few years ago!)