Train mein warning likhi thi :
Train mein warning likhi thi :-Bina ticket safar karne wale yaatri “Hoshiyaar.”
Santa :-Waah, toh jisne ticket li woh “Ch#t*ye”? =
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 859 views
Similar Jokes
Customer : teri bhais ki 1 ankh to khrab hai.
Fir bhi tu iske 25 hazar rupe mang raha h?
Santa : tuje bhais dudh ke liye chaiyebya nain-matakka karne ke liye
by Pak101.com (few years ago!)
Aik nan'na school se ghar aya to ammi se kaha”ammi bhook se pate main dard ho raha hay”. Is ki ammi ne jaldi se khana lagya or kaha”zahir hay pate main kuch ho ga nahi to dard to ho ga” Shaam ko bacha jab homework kar raha tha to bara bhai andar aya or kehne laga”ke ammi sir main bohot dard hay”nan'ne ne foran kaha zahir hay jab sir main kuch ho ga nahi to sir main dard to ho ga.”
by Abdul Basit (few years ago!)
Aik daffa bas main cricket team ke kuch khalari safar kar rehy the or apas main lar jhagar rehy the. Aik buzargan ki waja se bohot guse main the jab in se raha na gya to uth kar bole. Allama Iqbal ne such hi kaha tha.
Utha ke phenk do gali main bahir
Nai tehzeeb ke annde hain gande
Aik khalari khara ho kar bola” baba jee Allama Iqbal ne ye us waqt kaha tha jab aap jawan the, hum to us waqt peda hi nahi hoye the.”
by Pak101.com (few years ago!)
Do dost film dekhnay gaye rastay main pan ki dukan se paan khareed liya , aur aagey peeche beth gaye,
beech film main aagey bethay dost nai mushkil main kaha yaar peek jama hogayi hai kia karoo
peechey walai ne kaha yaar aglay ki jaib main dalday tou usne kaha n bahi is tarah touu s ko pata chal jaye ga
tou peechay walai ne kaha abhi tak tujh ko pata chala ?
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Shaadi main ek SMART ladka ladki se: aap dance karogi :))
.
.
Ladki sharma k boli: “yes …”
.
.
.
Ladka pyar se bola:
.
.
.
.
.
.
.
To phir aapki “kursi” main le jaon didi ..??… :p :O :D :D
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Larka awaz badal kar apne mastar ko cal karta hai k mera beta bemar hai aj ki chuti de do
mastar: tum kon ho? bacha: mere baap
by Sabir shah (few years ago!)
Teacher: Oye Tumko KUTTEY par Mazmoon
Likh kar Laney ka kaha tha?
Pathan: Hum kya karey, jab Hum ne KUTTEY par Pen rakha tö wo Hamara tang par
Kaat krar bhag gaya.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Kutta punch Q hilata hai ? . . . nahi pata Ans :- Qki punch me itni takat nahi hoti K wo kute ko hila sake. ha ha ha...
by Pak101.com (few years ago!)
1 pathan boht der se 1 Haseen Larki ko Ghoor rha tha
.
Larki:
Kya dekh rhe ho?
.
.
.
.
Pathan:
Hm soch rha tha k agr tm hmara AMMI hota to hm b KHOBSURAT hota.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Wo Koun Si Situation Hai, Jisme Mard 10 Minutes Mein Thak Jata Hai
Aur Aurat Ganto Karne Ke Baad Bhi Nahi Thakti
Socho ? Shopping YAR
by Pak101.com (few years ago!)