Batao Daryaaft or Ejaad mein kya farq hy?
Teacher:
Batao Daryaaft or Ejaad mein kya farq hy?
Sardar Student:
Mere baap ne meri maa ko Daryaft kya aur phr dono ne mil kr mujhy Ejad kya.
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 884 views
Similar Jokes
Boy:can you give ur curly hair to me...
Girl:smiled and asked for what
Boy:I need a brush to clean my toilet....
by Pak101.com (few years ago!)
Lady: So You Want To Become My Son-In-Law?
Santa: Not Really,
But I Don't See Any Other Way 2 Marry Ur Daughter. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathan k Ghar Mai Billi Rehti thi,
Woh Billi se Tang Aa kar Usay kahi Chhor Aaya.
Ghar Aaya to Bili Us Se Pehly Ponch Chuki Thi.
Pathan Bili ko Dobara Kahen Door Chor k Aaya,
Billi Phir Us Se Pehly Ghar Pohnch Gai.
Pathan ko Bohat Ghussa Aaya Is Baar Wo Billi ko Bohat hi Ziyada Door Chorny Gaya.
Wahan Se Usny Wife ko Phone Kya.
Pathan: Billi Ghar Pohanch Gai Ya Nahi?
Wife: Han Pohnch Gai Hai.
Pathan: Us Kamini Se Bol k Mujy Aaker Le Jaye,
Main Rasta Bhol Gaya Hon
by Pak101.com (few years ago!)
Sardarji is trying to commit suicide on the railway tracks and he takesalong some wine and chicken with him.
Somebody stops him and asks "kyon bhai ye sab kyon leke baithe ho?"
Sardarji replies "Saali train late aati hai kahin bhook se na marjaun"
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa- arz kiya hai........
Uske pyar mein meri kismat jaag gyi,
Uske pyar mein meri kismat jaag gyi,
Maine usko itne khat likhe ki
... ..
..
..
..
woh postman ke saath bhag
gayi..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Girl (Boy Ko Jealous Feel Karane K Liye):
Dekho Woh Ladka Meri Taraf Dekh
Ke Muskura Raha Hai…
.
.
.
Boy: Yeh To Kuch Bhi Nahi,
.
.
.
Jab Maine Pehli Baar Teri Shakal Dekhi Thi,
To 3 Din Tak Apni Hansi,
Rok Nahi Paya Tha Main..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Achii aur buri biwi mein kya farq hai?
Answer: Kya matlab?
Biwiyaan achii bhi hoti hai kya?!
by Pak101.com (few years ago!)
1 dafa 1 chor ne apni mangetar ko sonay ka set dia
Mangetar ne khush ho k pocha is set ki kemat kia hai?
Chor ne jawab dia....:
Teen Sal Qaid e Bamushakat...!!
by Pak101.com (few years ago!)
Aik kanjoos ki shadi me bar bar pani pesh kia ja raha tha
pathan bhook se behal ho kar chilaya bhai biryani mile gi pani gale me atak gia hai
by Sabir shah (few years ago!)
Ustaad shagird se: Janglaat kisse kehte hain?
Shagird: Jo jhung laato se khele jaye usse janglaat kehte hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)