Ameer Larkay ny apni grlfrnd sy gift manga,
Ameer Larkay ny apni grlfrnd sy gift manga,
Larki ny apni totti hoi joti ka talwa day diya,
Larka wo talwa lay kr sunar k pas gaya or kaha:'Ye chandi k box me saja do'Sunar nay 2 din ka time diya.
2 din baad jab larka leny aya to sunar nay pocha:'ye kis buzurg ki jouti ka talwa hai?'
Larka:'ye buzurg ka nahi meri girlfriend ki jouti ka talwa hay'
Sunar:'begairt pehly Q nahi bataya hum sab ghar walon nay is ko 3,3 dafa dho k piya ha
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 943 views
Similar Jokes
1st grl: aaj kal k ladkon ka koi bharosa nahi, mai to ab uska munh bhi nhi dekhungi…
2nd Grl: kyu kya hua? tumne use kisi 0r ldki k sath dekh liYa kya?
1st girl: Nhi, usne mujhe kisi aur ladke k sath dekh liya hai.
Jabki kal wo kah raha tha ki wo Out of city ja raha hai…Jhuta, dhokebaaz, farebi, hunh…
by Sajjad Qureshi (few years ago!)
Man to Hotel Manager : Jaldi Chalo, Meri Wife Khirki se kudh kar jaan dena chahti hai.
Manager : So .. Sir What can I Do?
Man : Abey Saale ! Khirki nahi khul rahi.
by Pak101.com (few years ago!)
Aik patient Munnabhai k paas aaya, Munna nay us ka chekup kiya aur bola
Munna: Tumharay pass ziyada waqt nahi hai
Patient: Meray pass kitna time hai.
Munna: Dus (10)
Patient: Kya Dus.... Minute..... Ghantay.......... Din......?
Munna: No (9), Aath (8), Saat (7),.......
by Pak101.com (few years ago!)
Wife : main jald marne wali ho
Husband : main b jald marne wala ho
Wife : tum kayo jaldi marna wala ho
Husband kayo ka muj sa itni bari khushi bardashat nahi ho gi
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan Ne 1 Ghar me Chor¡ K¡,
Sab Kch Lutne K Bad Jayenamaz B Utha L¡.
Malik Bola Ye Jaynamaz To Chor Jao
Pathan: Khocha Hm Tum Ko Kia Kafir Nazar Ata he.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Happy Sing: Ghar mai Mera he Hukam chalta h
Mai Kehta hon, Garam paani, woh le ati hai,
Dost: Garam pani kuon?
Happy: Usse Bartan Achay Dhultay hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Doctor: Aap Ka Weight Kitna Hai?
Santa: Chashme(Opticals) K Saath 75kg
Doctor: Aur Chasme K Bina!
Santa: Vo Muje Dikhta Hi Nahi
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan :
Ye FRIJ kitne ka hai ?
Dukandar :
Hm pathano ko koi cheez nhi bechte.
Pathan after 1 month clean shave or 3 piece suit pehn kr gya :
Pathan :
Ye FRIJ kitne ka hy ?
Dukandar:
Hm pathano ko chezen nhi bechte.
After 2 months full Angrez ban k gya :
What’s the cost of that FIRIJ
Dukandar :
Hm pathano ko chezen nhi bechte.
Pathan gusse me :
Tujhe kese pata chal jata hai k me pathan hon ?
Dukandar :
Q k ye FRIJ nhi ” ALMAARi ” hy.
Geo Pathan…
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
3 sardar after exam
1st:Yaar mujhey kuch nahi ata tha
main paper khali chor aya hon.
2nd: Main bhi!
3rd:Shit yaar, teacher samjhe
gi hum ne cheating ki hay:p
by khalid hussain (few years ago!)
Yeh 8 Baatein Kisi Ke Dil Mein Aapki Izzat Barha Saktein Hain:
1) SALAAM Karna.
2) Kisi Ko Jaga Dena.
3) Asal Naam Se Pukaarna.
4) Bilawaja Behes Na Karna.
5) Dosray Ki Baat Bhi Tahamul Se Sunna.
6) Apni Ghalti Tasleem Karna.
7) Bina Bolay Rs1000 Ka Balance Share Karna.
8)7th point Pe Ziada Dehaan Dena.
by Mazhar Khan (few years ago!)