me kia bechon gaa
Santa angoor baech raha tha
1 admi bola k sary angoor tol k dedo!
Santa : nahi yar jao yahan se mai tumko sub angoor nahi baech sakta
Admi : mager keon nhi de sakte ?
Santa:ager mai sarey angoor tum ko baych dunga to pura din kiya bechunga
by tahir bashir (few years ago!) / 994 views
Similar Jokes
Bhikhari: Saab 1 rupaya de do.
Saheb: Kal aana.
Bhikhari: Saala is kal-kal ke chakkar mein is colony mein
mere lakhon rupaye fase huye hain.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan ki B.V bhaag gai 3 din baad wapis aaye:
Pathan ghusse se bola: Ab kya lene aayi ho?
Pathan ki BV boli:
"Main apne mobile ka charger bhool gai thi"
by Abdul Hannan (few years ago!)
Sochte huwe bhi dar lagta hai.
If women could read minds,
every second man will get slapped. ;)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek Dost Dusre Dost Se Pucha,Yaar India Ka Tarakki Q Nehi Hota?1st Dost Reply-Jis Desh Ki Logo ka naam A.K. Dhar,T.K. Kar,Jis Desh Ki Biscuit Ka Naam "PARLE MARIE",Oil Ka Naam "SHALI MAR" Us Desh ki tarakki Keise Hoga?
by Pak101.com (few years ago!)
Din Aate Hai, Din Jate Hai
Kuch Lamhe Aap K Bin Guzar Nahi Pate Hai
Inhi Lamho Ko Samet K Dekhu To
Aap Jaise Nalayak Dost Bahot Yaad Aate Hai
by Pak101.com (few years ago!)
kal main ne hawksbay per dekkha, 4 addmi ne eik saat sumander main chalang lagaye magar sirf eik ke baal gheley howe. ye kase mumkin hai
baqi 3 ganje they
by Pak101.com (few years ago!)
Patni (Pati se)- Tum to kehte the ki shaadi ke bad b mujhe khub pyaar
karoge..
Pati- Sorry yaar! Mujhe maalum nahi tha ki tumhari shaadi mujhse hogi ....
by Pak101.com (few years ago!)
pathan ki girlfriend ne usko message
kiya “i miss u”
.
bohut dair sochny k baad pathan nay
jawaab diya:
“i student u”
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
SANTA- Tere kitne bachhe hain?
BANTA- 18
SANTA- Itne saare?
BANTA- Sasurji se wada kiya tha k unki beti ko
kabhi khaali pet nahi rakhoonga ;-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Larkay Wale: Hume Aisi Larki Chahiye Jo zayada Khati-Peeti Na Ho,aur hamesha chup rahe or shohar ki sunay.
Larki walay
Aisi Larki To Apko ICU Me Hi Milegi :p
by Pak101.com (few years ago!)