bivi pe hakoomat
bivi pay hakoomat KaRNa koi mardangi naheen hai
mardangi to yeh hai kay bivi ko mar kay us pay hakooma ki jay
professor khapay ki katab
" haan main kutta hoon" say iktibas
by Abdul Sami (few years ago!) / 964 views
Similar Jokes
"True FacT"
Duniya Ke Best
"MAA"
To Har
BETAY Ke Pass Hoti Hai.
Lekin
Duniya Ke Best
'BIWI'
Pata Nahi
PAROSI Ke Pass Hi Q Hoti Hai...!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Larki ek Baba Jee se: Baba jee mere lie dua Karen ke meri shadi kesi samajdar admi se hojaye
.
Baba Jee: Ghar chali ja baiti, Samajdar admi khabi shadi nahi karta
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar: Doctor help me, mein jab baat karta huun
to muje sirf awaaz sunaideti hai, aadmi nahi dikhta.
Dr: Aaisa kab hota hai?
Sardar: Phone karte waqt.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sara: Kya Aapko Pata hai?
Books Saamne Rakh k Bhi na Parhne Wali Beemari Ka kya Naam hai?
Chaudhary: Aahoo!!! Begherati
by Pak101.com (few years ago!)
Bania’s son: Daddy meri door ki nazar kharab hai
SPECKS banwa do.
Kanjoos Bania took him outside & said: Woh dekh
kya hai?
Son: Suraj
Kanjoos Bania: Abbe ullu ke patthe, aur kitni dur
tak dekhna chahe hai tu.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
KFC New Prices
Piza @Rs.200
Chicken @Rs.150
Burger @Rs.100
Pepsi @Rs.50
Lakin ap phir b kuch kha nhi sakte Q K
ap k pas tou sms k liye b paisy nhi hote.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar: Yar mujhe 1 hathora or keel chahiye computer k lye.
Sales man: Magar computer me inka kya kaam?
Sardar: Oye yaar mujhe computer me windows lagani hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
jab reshman jawan the
tb hum bache the
ab jab sheela jawan hai
to hum buhre ho gaye
qaim ali shah ro pare interview de kar sindh me
by Abdul Sami (few years ago!)
Katra katra samandar ban jaye ga,
Dekhty Hi Dekhty 2010 aa jaye ga,
Himmat kr Abhi waqt hy “PAKISTAN”se Bhag ja,
Wrna
Agly saal tu”BHOOK”Se Mar jaye ga :->
by Mazhar Khan (few years ago!)
Docter:bachon ko pani dene se pehaly ubaal lena chahye.
Sardar:wo to theak hai magr ubalane se bacha mar nai jaega.
by Sabir shah (few years ago!)