Saurav Ganguly: Yes,England Main
Saurav Ganguly: Yes,England Main Shirt Sirf Main Hi Utar sakta Hoon.
MS Dhoni: Kya Karoon Dariyadili Kaam Nahi Aayi.
by Pak101.com (few years ago!) / 1066 views
Similar Jokes
Boy : Bus, Train and ladki ek jaise hote hai. ek jatihai to dusri aa jati hai.
Girl : Auto, Taxi aur ladke ek jaise hote hai, ek bulao to 4 chale aate hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Pathan: P.C.O kahan hai?
Aadmi ne ishara kar k bataya.
Pathan P.C.O me gaya, pocket se mobile nikala or baat kr k bahir aa gaya.
Aadmi ne poocha “jab aap k paas mobile tha to aap PCO main kyun gae”
Pathan: Mere dost ne kaha tha k PCO se phone karo ge to paise kam lagain ge :-
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Message of the weak !
Lambi Urraan K Bad Ghonsle Mein Chirriya Louti To Bachon Ne Poocha:
Maa Aasman Kitna Baraa Hai...?
Chirriya Ne Bachon Ko Apne Paron Mein Samet'te Huwe Kaha:
.
.
So Jao haramkhoro, ak to jab ati hun ultay sidhay sawalat se sar me dard kar dete ho.
so jao
by Mazhar Khan (few years ago!)
Jo qoom 2 mint signal par khari nai ho sakti wo kia khaak apne pairu par kia khari hogi.
Zubaida apa aj tapi howi hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Love is Docomo, do the New.
Mariage is idea
can change Ur life
Wife is Hutch, where ever you go she folows
But
Frienship is Airtel 1atut bandhan
by A. Sami (few years ago!)
Marez Doctor Se:
Me 1 Month Se Roz
Rs.50 Ki Dawa Le Rha Hu
Pr Koi Faida Nh Hua.
Doctor:
Koi Bat Nahi
Kal Se Me Tmhy Rs.40 Ki
Dawa Duga
Rs.10 Ka Faida Hoga;
by Pak101.com (few years ago!)
1st Pathan: Mere bache honge
To 1 ko Karachi
Aur 1 ko Lahore chor aonga....
2nd Pathan: Woh Kyu...?
1st Pathan: Kal T.V. per bata rahe they
Ke bachon ke darmiyan waqfa zaruri hai...
by Pak101.com (few years ago!)
Girl: muzpe shayari karo na..
shayar: ye resham si julphe karti hai andhera..
ye resham si julphe karti hai andhera..
Ho ja takli aur kar de savera
by Tanveer Hussain (few years ago!)
A New Poster Outside The Bank For the Year 2015. . .
Petrol & CNG Loans Available Here:-D
by Pak101.com (few years ago!)
English School K Students Chirya Ghar Main..
Ohhh Wowww Look That Monky,
He Is Sleeping, Don’t Disturb …
Govrnment School K Bachay:
Oye Daikh Tera BAAP So Raha Ha,
Salay Ki Dum Khainch
by Mazhar Khan (few years ago!)