first friend: yar aaj mai
first friend: yar aaj main nay PC hotel main sirf 50 ropay main khana khaiya
2nd friend: naheen yaar woh kaisay?
ist friend: yaar bill to 2000 bana tha unhoan nay police ko bulwa liya aur main nay 50 ropay day ka jan churwai
by Abdul Sami (few years ago!) / 924 views
Similar Jokes
Psychology ka practical ho raha tha.
Professor ne 1 Chuhe k liye 1 tarf CAKE aur dusri trf CHUHIYA rakh di.
Chuha fouran Cake ki trf lapka.
Dusri bar Cake ko badal kr ROTI raki.
Chuha Roti ki trf lapka.
Is tarah kai bar food-item badle magar Chuha hr bar food ki trf bhaga.
Profesr: Bas, sabit ho gya ki BHUKH hi sbse bdi taqat h.
Itne me last row ki bench se awaz aai
Sir, 1 bar Chuhiya badal k bhi dekh lo,ho skta h wo uski “BEHAN” ho
by Pak101.com (few years ago!)
Examiner santa se: yeh kya hai? tumne khaali paper kyu diye ho?
Santa: kyunki neatness ke liye 5 marks hai, isliye
by Pak101.com (few years ago!)
Zindagi me agar kuch hasil karna ho to hamesha apne dimagh ki suno
Agar dimagh se koi jawab na aaye to Dil ki suno Wahan se bhi koi jawab na aae to
Anhken band kr k socho k “Ya-Allah kahin me SARDAR to nhi?
NAHIEEEEEEEE!..
by haleema sadia (few years ago!)
Boyfriend: Darling mein kal tumhaare ghar gaya
tha but lagta hai
hamaari shaadi nahi ho paayegi
Girlfriend: Oh no kyun? papa se mile they kya ?
kya boley woh.
Boyfriend: Nahi, tumhaari behan se milaa tha..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar teacher nai exam ke liye Question. Paper banaya..
Paper dekhte hi saare bachche behosh ho gaye ..Question. thy :-
1. China kis Desh me hai ?
... 2. 15 Aug kis Date ko Aati hai ?
3. Green Rang kis Colour ka Hota hai ?
4. Tamatar ko Hindi may kya Bolte hai ?
5. Mumtaz ki Qabar main Kaun Dafan hai ?
by Pak101.com (few years ago!)
Sheikh 2 worker:Tumne is saal
Mehnat se kam kia,
Islie 5000 ka Bonus
Cheque de raha Hu,
Agar isi Tara kam karo ge to agle sal ispar sign kardunga.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Us k Baazoo Thay,
Mere Kandhon Par,Or Wo Be-Naqaab Thii...,
Haaaayyyyyeee
Kya Guzri Raat, yaro.
Ghazab Ka Khuwab Thaa...
by Mazhar Khan (few years ago!)
Kameena Baccha.. :P
Bacha: 1 Litre Aata De Do!
Dukandar: Beta Aata Kilo K Hisab
Se Milta Hai..
Dobara Kaho!
Bacha: Bottle Mein 1 Kilo Aata De
Do!
Dukandar: Beta Aata Bottle Mein
Nahin Aata.
Tum Dukandar Bano! Main Batata
Hun K Kaise Laite Hain..
Dukandar: 1 Kilo Aata Dedo!
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Bacha: Bottle Laye Ho? :-/ :-p
by Pak101.com (few years ago!)
In bio practical:
Examiner:Tell me the name of
this bird by seeing it’s legs only?
Sardar:I don’t know.
Examiner:You failed, what’s your name?
Sardar:See my legs & tell my name
by Pak101.com (few years ago!)
A donkey kicked a Sardar & ran awy
Sardar ran 2 catch d donkey.
He saw a zebra & startd beating it & said
"SALA Tracksuit pahn k dhoka De raha hai"
by Pak101.com (few years ago!)