Santa raat ko sharab k nashe main Ghar aya
Santa raat ko sharab k nashe main Ghar aya:
Us ne apni BV ko Banta K sath sex karte dekh lya
Aftr much thinking Santa bola
.
.
.
“Oh sorry main Samjha mera ghar hy”
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 861 views
Similar Jokes
Santa sitting on the roadside:
Banta asks y r u wasting time?
Santa: I'm taking revenge?
Banta: How?
Santa: Waqt ne mujhe barbad kia he, ab mein waqt ko barbad karta hun.
by Pak101.com (few years ago!)
Number dial karne se:
Ladka:I love you janu.
Ladki ki maa:oh, really.
Ladka: aaj rat a jao na,pls.
Us samay line kat gaya.
Ladki phone kia aur bola hi janu kayse ho?
Ladka: meine jo bat kia to kissee?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Beta bapp sey papa mai shaadi karna chahta hoon
bapp muskara kar beta kis sey karna chahte hoooo
beta Dadi sey
baap sharam nahi ati meri maa sey shaadi katna chahte ho
beta ap ko sharam nahi ayi ap ney meri ma sey kyu shadi ki
by Pak101.com (few years ago!)
1 admi apny dost k gar gya Ghanti bajany par aik chota sa bacha bahir nikla.
Admi bola: Beta ap k abu ghar par hen?
Bacha: Je wo to bazar gay howy hen.
Admi: Acha apny bary bhai ko bolao?
Bacha: Wo cricket khailny gay hen.
Admi: Acha tumhari ami to ghar hon gi?
Bacha: Je wo apni sahailiyon k sath picnic par gai hen.
Wo admi jal kar bola: To beta ap ghar men kiyon baithy hen, Ap b kahen jaen.
Bacha bola: Men b tu apny dost k ghr aya hua hu
by Mazhar Khan (few years ago!)
Larki dosri larki se:yaar ye hand some larke kaise hote hain?~
2nd:pata nai behan me ne to khud wajid khan ka sire naam hi suna hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Teacher: Why did the frog say meow?
Pupil: He was learning a foreign language.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan :chilkay samait KELA kha raha tha.
Admi: Is ko cheel to lo.
Pathan: Cheelne ka kia zarurat hai,hum ko yaqeen hai is k andar KELA he hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
aik admi aadhi raat ka wqt ek viraan gali se guzar rha tha..
Achank us ne ek makaan ma se baton ki awaaz ati suni,,,
koi shaks dosray shaks se keh rha tha....
"Nhi Nhi Pehly Bazo Kato... Gala baad ma kaat lena"..
itna sunna tha k us ne admi ne dorr laga di...aur seedha police choki pohanch gaya...aur ja kar sari baat batayi...
jab police us admi k sath us makaan pe pohanchi...tau andhr 2 darzi baithhy kaprray kaat rhy thay... :D :D hahaha
by WAQAR (few years ago!)
Ladki Ne Ghar Se Bhaag Ke Shaadi Ki..
.
.
5 Din Baad Wo Rote Huye Lauti..
.
.
Dad : Ab Kyu Aayi Ho ??
.
.
Ladki : Papa, Wo BMW Ka Driver Nikla,
iPhone Bhi China Waala Tha..!!
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar got into a Bus on 1st April 2017
When Conductor asked for Ticket.
Sardar gave Rs.20/-
and took the ticket
and said:
,
,
April Fool,
I have A Pass...;-p
Hehehe
by Pak101.com (few years ago!)