wazan kitna hai
Dr: Apka weight kitna hai?
Patient: Chashme ke sath 75 kgs.
Dr: Aur bina chashme ke?
Patient: Woh bina chasme ke toh mujhe dikhta hi nahi.
by Abdul Hannan (few years ago!) / 931 views
Similar Jokes
Santa: yar tu kisi k ghar afsos k liye gaya tha, itni jaldi kaise agaya?
banta: abe yaar 1 ghante baitha raha,
majaal hai jo kisi ne hans k baat ki ho.
by Pak101.com (few years ago!)
Faqeer:Baji ALLAH ke naam per paise do!
Baji:Haramkhor, sharam nahi ati, road per bheeg maangte ho..!
Faqeer:Tere 1 rupay ke liye Office khol loon..!
by Pak101.com (few years ago!)
Aaj Ka Hamara Unwaan Hai...
*" MAA "*
Maa Kon Hoti Hai?
.
.
.
.
Abbu Ki Wife.
Itna Bhi Nahi Pata? :-)
by Pak101.com (few years ago!)
2 Pathan Masjid Me Namaz Parhne Gae
1st Pathan: Chalo Shukr Ha Jamat K Sath Namaz Parh Li.
2nd Pathan: Han Agar Wozu K Chakr Me Parte To Jamat Nikal Jati
by Abdul Hannan (few years ago!)
Jab Ghee Seedhi ungli se na niklay to.
..
..
..
..
..
..
Chamcha Istemaal karo.
Har cheez main ungli karna achi baat nahi hai. ;-)
by Pak101.com (few years ago!)
47 Saal Ka SALMAN KHAN Ladki Dekhney Gya,
Ladki Ki Maa Behosh Ho Gai, Hossh Aaya,
Karan Pucha Tho Boli…..
25 Saal Pahle Yeh Mujhe Bhi Dekhney Aaya Tha
by Pak101.com (few years ago!)
Santa g ka ghora race main sbse peechay tha,
kisi ne poocha:
Santa apka ghora konsa hai?
Santa:O dekh jinnay sareyan nu
agay laya hoya ae.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Insan ko sb se bara shock kb lagta hy
.
.
Socho
.
.
Socho
.
.
Sochooo
.
.
Nahi pata?
.
.
.
Jb usy pata lagta hy k wo baghair package k sms kar raha hy:-D
by Mazhar Khan (few years ago!)
RAAZ Dr. ne kha he k muje blood pressure he Jiski vaja se muje hert attack b ho sakta hy
FARAZ-Nhi aa skta.
R-Q.
F-Q..ki Ap Pathar dil he
by Pak101.com (few years ago!)
Why Girls Live Longer Than Boys?
.
.
.
.
... Scientific Studies Have Proved That
.
.
.
"SHOPPING"
Never Causes HEART ATTACKS, But,
.
"PAYING The "BILLS" Does
by Pak101.com (few years ago!)