Dost tou bhi likha kr
Dost tu bhi sms likha kar tera bhi naam ho jayega.
Jab tujh par pheken ge log ande aur tamatar toh sham ki sabzi ka intezam ho jayega!
by Abdul Hannan (few years ago!) / 825 views
Similar Jokes
Pathan: Aaj mai bus ke peche bhagty howe ghar tak aya hon, owr karaye ke 20 rupey bhi bacha leye.
.
2nd Pathan: Tum boht bewakof ho, Rekshe ke peche bhagty tu 80 rupey bach jaty
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Ladka apni dilruba se poochta hai, "Kya pyaar karna paap hai?"
Ladke ka dost uske kaan mein bolta hai, "Abbey patli gali pakad peeche uska baap hai"
by Pak101.com (few years ago!)
Log ap ko bura kahe D0NT MIND Pagal kahe gussa na hona
Jahil kahe to b cool rahna
Lekin agar khobsurat kahe to rakh k chamat marna
Q k mazaq ki b 1 had hoti ha.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pakistani Quam kuch Arsa Baad
Bijili ki yad mein Bacho k Naam
Rkha kery gi.
“Chaudhary Transformer”
” Metre Khan”.
” Haji Pakha”.
“Haji Taar Memon”.
… “Faiz-ul-Bulb”.
“Sheikh Stablizer”.
“Molana DeepFreezer”.
“Circut Shah”.
& Girls Name Shud be……
“Frig-un-Nisa”.
“Istree Begum”.
“Tube Light Bano”.
“Wiring Khanam”.
“Madam Dim Full”.
“Miss Low Battery”.
“Wapda Parveen”.
” Trip Bibi”. Hahahahaha
by Abdul Hannan (few years ago!)
Agr aik teacher tamam subjects akela nai parha sakta hai
to
;->
aik student sare subject kaise parhe
by Sabir shah (few years ago!)
Chintoo : Aaj maine apni class mein sabse pyaari larki ko phansa li..
Friend : Woh kaisey?
Chintoo : “Class lagi thi.. Maine kaghaz ka jahaz bana ke Phainka. Jahaza teacher ke pass chala gaya. Uss ne ghusey se poocha yeh kiss ne phainka? Maine us larki ka naam le liya aur who phans gaye bichari.”
by khalid hussain (few years ago!)
Ek pathan exam dene gaya to saath may PLUMBER ko le kar gaya!
.
Kiun???
.
.
.
Because
.
.
Pathan ko information mili thi k paper Leak hogaya hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Boy namaz me dua kar raha tha.:ya Allah lahore ko pakistan k darul hakomat bana de,
friend :esa kiun keh rahe hu?
Boy:me apne paper me yahi likh aya hun.
by Sabir shah (few years ago!)
1 pathan baal
katwane gaya.
naai bola: khan
saab bal kese
katon? .
pathan: bilkul
khamoshi se, ham
ko shor pasand
ni ha.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar Mehman Sy:
Thanda Peo Gy Ya Gurm?
Mehman: Dono Ley Ayen,
Srdar:
Begum 1 Glass Freezer Vichon,
Te 1 Glass Geezer Vichon Pani Lay A..
by Pak101.com (few years ago!)