1990 ki larki
1990's girl:Ami ma jeans pehn lon?
Ami: Ni Beshrm log
kia kahen gy.
2010's girl:Can i wear jeans?
Mom:pehn pehn meri bachi Allah ka
wasta kuch to Pehn ley. :-O
by Abdul Hannan (few years ago!) / 861 views
Similar Jokes
Ek Baar Ek Aadmi Ki Car Se Takrake Ek Tota Behosh Ho Gaya.
Aadmi Ne Uspar Taras Khaya Aur Tote Ko Uthake Ghar Le Aaya.
Ussne Usse Pinjre Mein Rakha Dawayi Lagayi Or Khana Diya.
Tota Jab Jaaga To Ek Dum Se Hairani Hoke Bola
Tota: “Aaila Jail…? Wo Car Wala Mar Gaya Kya?“
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Doodh Wale Ki Dukaan Pe Jata Hai Aur Kehta Hai.
Santa: “Tumhari Shop Ka Doodh Kharab Hai Sharbat Mein Dala Phatt Gya”
Doodh Wale Ne Hairani Se Poocha: “Konse Sharbat Mein Dala Thha?”
Santa: “Niimboo Pani Mein“
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Wo jo table pe admi betha hai us se hamara dushmni hai
Frnd: Table pe to 4 admi hain
Khan: Wo jis ki mochen hain
Frnd: Mochen to sub ki hain
Khan: Wo jis k sufaid kapre hn
Frnd: Wo to sb k hi hn
khan ne gusse me pistol nikala or 3 admion ko mar kr bola
Wo jo reh geya he wo hmara dushman hy:-)
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
1 Garib Ladke ki shadi ho rahi thi
Pandit- Kaho mai apna sab kuch
apni Biwi ko deta hu..
.
.
.
.
Piche se awaz aayi-
"Lo bhai,
Bechare ki cycle bhi Gyi
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan beti se:Tum aainey k samne aankhain Band kiye kion khari ho ?
Beti:Main yeh dekhna chahti hoonK sotey waqt main kesi lagti hoon.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
dr kay band clinic kay agay lambi linr lagi hui thi
1 sardar bar-bar line main ghusta log usko pakar kay peechay phenk detay
sardar: lagay raho lagay raho salon main bhi aaj clinic nhgi kholon gaa.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Molvi Dua Maang Raha tha:
Ya ALLAH Shahadat ki mout dey.
Paas baitha 1 Baba bola:
Molvi G Jihaad te Tussi Jana Nai Te Halway wich bomb kisi ne pana Nai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
EK sher BY doctor=Hoon mai doctor jahan,meri wife hai nurse waha,Yeh kaisa julm sehna PADTA hai,mujhe apni wife ko SISTER KEHNA PADTA hai..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Tcher-Tum Desh k liya Kya Kya karte ho?
Santa-Pani ki Bachat karta hu
Hafte me sirf 1 bar nahata hu
by Pak101.com (few years ago!)
Police to Santa : "Tumhara Dost kaise mara?"
Santa : "O ji Mai kuch nahi janta, Usne to yehi kaha
tha-Mere Pat me Chuhe kud rahe hai. to Mene use
Chuhe Mar
by Tanveer Hussain (few years ago!)