2 pathan masjid mai namaz parhne aye
2 pathan masjid mai namaz parhne aye.
First pathan: chalo shukar hai namaz nahi nikli,
Warna.
Agar wazu ke chakar mai parte to namaz nikal jati.:-)
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 818 views
Similar Jokes
English Paper! Sardar ko jumly bnany thy.
1: "WHAT"
Tania ko Ali k saath daikh kar Asim k mathay par
"WHAT" par gaey.
2: "KILL"
Arif ne deewar main "KILL" thoak k tasveer tang
di.
3: "MY"
Hum ne ghar k kaamon k liye aik "MY" rahki hoi
hai.
4: "DIG"
Paon phisal janay ki wajah se Aslam neher main
"DIG" gya.
hahahahahahaha wah sardar G...
by Tanveer Hussain (few years ago!)
bike wale husbands Apni wife ko petrol pump k bahar utar kar kyu oil fill krate hai.
bcz petrol pump k bahar bda kar k likha hota hai k aag lagaane wali cheezen dur rkho
by Pak101.com (few years ago!)
BOY- I LOVE YOU DEAR will u marry me??
GIRL- ye to purana hai koi naya style ???
BOY -Apni LAASH ko aag lagane ka MOUKA mere Bete ko degi kya?????????
by Pak101.com (few years ago!)
Lady: Mere Lips Pe
Infection Ho Gaya Hai
Doctor: Kiss Kitni Baar Karte Ho
Lady: Saal Me Ek Baar
Doctor: Infection Nahi Zung
Lag Gaya Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Husband aur wife may jagra howa to wife nay apni maa ko phone kia ami mayra un say jagra howa hai may 3,4 month k liay aap k gar a rahe hoo
Maa boli jagra us kambakht nay kia hai saza b us ko milni chahiay tu wahe tehar may arahe hoo 5,6 months k liay
by tanveer hussain (few years ago!)
Maalik: arey, tune 500 saal puraani ghadi thod dee hai.
naukar: bach gaya saab, main to samjha yeh nayaa hai
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar darakht pe ulta latka howa tha
.
Friend: Tu darakht pe kion latka hai?
.
Sardar: Sar dard ki goli khayi hai kahen pait mai na chali jaye
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
1 Fauji dosre se:
Yaar General kehta hai k is baar jung computer se larri jaye gi…
2nd Fauji:Haan, Mizail computer se control hote hain naa..
1st:Phir to hum jung haar jaen ge,2nd:Woh kese.?
1st:Agar mizael chorrne se pehle light chali gai to.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa begum k liye Chhapal lene gaya
Dukandar:Santa ji size to batao
Santa:Yaar wo to mai bhul gaya
aisa karo mere kamar pe nisan dekhlo
by Pak101.com (few years ago!)
Nayi Aayi Dulhan Ko Saas Apne Pass Bitha Ke Samjha Rahi Thhi.
Saas: “Beti Ab Tum Mujhe Apni Maa Or Apne Sasur Ko Pita Hi Samjhna”
Tabhi Darwaje Par Ghanti Baji, Bahu Ne Darwaja Khola To Pati Aaya Tha.
Saas: “Kon Aaya Hai Beti?”
Bahu: “Maan, Bhaiya Office Se Aaye Hai“
by Pak101.com (few years ago!)