Arz kya hy
Arz kya hy
Teri sorat mere dil mai kuch is tra se bus gai
Jese chotay rakshay main moti anti phas gayi ...???
by imran (few years ago!) / 1014 views
Similar Jokes
ek pathan k janaze main log bhangra daal rahe tahe.
wajha pochi to ek pathan ne bataya k
pehli dafa hum main se koi
Brain Hambrige se mara hai
by Pak101.com (few years ago!)
1 Bar Class Me 1 Ladki Gana Gane Lagi
* Jara-Jara Touch Me *
Tabhi 1 Ladka Utha Aur
Use Touch Kiya Fir Bola
Le Ab Himmat H To Aage Ga K Dikha..
by Pak101.com (few years ago!)
12 Saal K Ladke Ne 20 Saal Ki Ladki Ko Phool Dia
Ladki Ne Kiss Dia
Wo Ghabra K Bhaga
... Ladki Ne Pucha:
Kya Huaaaaaaaaaaaaa
Ladka:
Guldasta Le K Aa Raha Huuuuuuuuuuun ;)
by Pak101.com (few years ago!)
Boy: mom, aaj mera dost ghar AA raha hai....
ghar ke sab khilone chhupa de.
Mom: tera dost chor hai kya?
Boy: nahin, who apne khilone pahechan lega
by Pak101.com (few years ago!)
PATHAN Ki Bus Nehar Me Gir Gai
POLICE: Bus Kesy Giri?
PATHAN:Muje Ni Pta!
POLICE : Q?
PATHAN : Wo Aj Helper Ni Aya
To Me Pechy Kraya Lene Gya Hua Tha.. ;->
by Pak101.com (few years ago!)
Biwi: Mere khayal main hamari beti ki kisi Larkay k sath Setting ho gai hai...
Husband: Woh kese?
Biwi: Kyon k woh kafi dino se Balance k Paise nahi maang rahi hai
by Pak101.com (few years ago!)
Producer : Movie Ka Naam Sunte Hi Sab
Bache Dar Jaye Aisa Kuch Title Bataao..
.
.
.
.
.
.
Director:
"Morning Exam Evening Result"
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Bhai sahab time kya hua? Man: Sham k 6 baje hain! Santa: Sala, subah se pooch raha hoon, sab alag alag time bata rahe hain.
by Pak101.com (few years ago!)
Bhakt: Meri shadi Aishwarya se karwa do. Bhagwan:
Aishwarya ki ek saari 1 lakh ki hai. Kharch utha
paoge? Bhakt: Bhagwaan koi upay bataiye.
Bhagwan: Mallika Sherawat
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Kch Log Dozk Me Aaram Se So rhe The
Farishte Ne Dusre Se Pucha Ye Dozk Me B Soye Huwy Hen.?
Dusre Ne Kaha
Ye PAKISTAN Se Aye Hen
Garmi or Loadshdng K Adi Hen.
by Pak101.com (few years ago!)