light aa rahi hai
Ek Bacha Paida Hotay He Nurse Se bola
LIGHT AARAHI HAI?
Nurse: No
Bacha Bola: Oh no
PAKISTAN Me Hua Hun..
by Abdul Hannan (few years ago!) / 1140 views
Similar Jokes
Ik amir Sardar ko heart surgery ke liye blood ki zarrorat thi.
Ik garib Bania us ko blood donate karta hai. Sardar usko 5 crore ka inam deta hai.
Sardar ko ik bar fir blood ki zarrorat padti hai. Bania badi khushi se usko fir blood donate karta hai. Iss bar Sardar usko ik Cadburies Chocolate gift karta hai.
Bania kaaran poochta hai.
Sardar: Ab meri body me bhi Bania ka khoon dor raha hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Sasural Gaya
Uski sasu ne use 7 din tk subeh-sham Palak ka sag
khilya
8ve din pucha kya khaoge
Santa- khet dikha do khud hi char Aunga.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Doctor Says To Pathan:
Appka Aur Aapki Biwi Ka Blood Group Ek Hi Hai?
Pathan:
Hoga Zaror Hoga;
25 Saal Se Amara Koon Peeta Aay..!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Husband to Wife : Mein shaadi se pehle 20 auraton ke saath so chuka hoon.
Wife : Mujhe pata tha ki jab kundli mili hai to aadatein bhi zarur milti hogi!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Techar:Galti hone pe maafi magne wale ko kya kehte hai
GOLU:samajdar
Techar: aur galti na hone pe bhi mafi magne waale ko?
GOLU: boyfriend!
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathaan Cinema Mai Film Deakh Raha Thaa
Film Mai 1 Shair Dowarty Howay Araha Thay
Pathaan Ne Dekha Tu Dar Gia
Owr Apni Chadir KaNdhy Paa Dal Ker Bhaagnay Laga
Logoun Nay Kaha: Khan Sahib Maat Daro
Yaah Tu Film Hai
Pathaan: Woh Tu Mujh Ko Bhi Pata Hai Kay Yai Film Hai
Lekin Wo Tu Janwar Ha
Usko Kiya Pata.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Sardar: mere dada ny 1857 ki jang main dushman ki tangain kat dee thin.
Dost:
Grdnain q nai katin
Srdar:
Wo pehly he kti pari thi…
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek dost dusre dost se tum udas kyun ho?
Dusra dost: mene apne papa ko ek kitab ke liye paise bhejne ko likha tha
Pehla dost: To kaya unhone paise nahi bheje?
Dusra dost: Nahi, unhone mujhe wo kitab bhej di.
by Pak101.com (few years ago!)
Ager trains k naam Pakistani Actresses k naam pe hotey tou khabrain aisi hotin: Aaj Reema overload ho kr gai!! Saima k neechay aa k aik banda halaak!! Accident main Shahida Minni ki pichli bogi tabbah!! Tez raftaari ki wja se LAILA patri se uter gai!! Meera pe charhne waalon ki tadaad main izafa!! Nirma chalte chalte band ho gai!! Khushbu ki body change karne ka faisla!! Nargis per ghair qanooni tor per charhey huay 7 afraad ko saza!!
by Mohammad Ali (few years ago!)
3 cheezen kismat walun ko milti hain,
1.sacha pyaar
2.meetha kharboza
3.kam se kam rakhne wala rishtadar
by Sabir shah (few years ago!)