agar main pakistan ki sb sy bari choti
Wife; agar main pakistan ki sb sy bari choti K2 pr charhny main kamyab ho jaon, to ap mujhy kia dain gy?
Husband; Dhakkaa...
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 823 views
Similar Jokes
Wo Koun Si Situation Hai, Jisme Mard 10 Minutes Mein Thak Jata Hai
Aur Aurat Ganto Karne Ke Baad Bhi Nahi Thakti
Socho ? Shopping YAR
by Pak101.com (few years ago!)
Aik aadmi talaab main naha raha tha.
Police wala kehta hai
“Chal ooye bahar aa kar kapry pehan
Teri Talashi leni hai!!
by HAQ (few years ago!)
Sardar to Son: Ja Puttar ek glass pani le ke aa
Son: Sorry abba mai nahi ja sakda
2nd Son: Abba ae te hai e chawal, to aap le ke aa
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Pathan-Mere Mohale wale bohat
Kanjoos hy
sardar: kyon?
Pathan-Sb ne 14 August manaey
Pr
Ksi ek ne b hamare ghar
Qurbani ka gosht nhi bheja
by Abdul Hannan (few years ago!)
Shyam: Surjit bhai apne ghar ke bahar kyun khade ho aur yeh chot kaise lagi?
Surjit: hua yun ki…
Shyam: Kitni bar kaha hai ki logo se jhagda mat kiya ker, kambhakat ne maar kar tera bura haal kar diya hai, bura ho uska, kide pade use
Surjit: bas bas mein apni patni ke bare mein aur galat batein nahi sun sakta.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa to Banta : Yeh bacha tumhara kya lagta hai?
Banta : yeh mera door ka bhai hai,
Santa : Door ka mein samjha nahin,
Banta : Ess k aur mere beech 8 behan bhai aur hai !
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: suniye g aap ka dost galat ladki se shaadi kar raha hai. Aap usse rokte kyon nahi?
Husband: main kyon rokon? Us ne mujhe roka tha kya.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan BLOOD Ke bare mein book parh raha tha
Wife: Aaj yeh book kyu parh rahe ho ji?
Pathan: Mujhe doctor ne kaha hai ke kal mera BLOOD test hai iss liye test ki tayari kar raha hoon.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Helmet Pehen K Bahar Nikla To Police Ne
Kaha-Nikaal 50rs..
Santa-Abe Maine Helmet Pehni To He_
Police-Abe, Par Scooter Kaha Hai?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Khargosh Roj Lohaar Ki Dukan Pe Jata Thha Aur Puchhta Thha
Khargosh: “Gaajar Hai?”
Lohar Hamesha Ye Sun Kar Usko Inkar Kar Deta.
Esa Kayi Dino Tak Chalta Raha.
Ek Din Lohaar Ko Gussa Aaya Aur Usne Khargosh Ke Daant Tod Diye.
Fir Kya Huaa…
Agle Din Khargosh Aaya Aur Bola: “Gaajar Ka Juice Hai Kya?“
by Pak101.com (few years ago!)