Ek admi ka hont jala hua tha
Ek admi ka hont jala hua tha.
Kisi ne pocha kese jala?
Admi bola:
wife maikay ja rahi thi.usko
chorrne station gaya tha khushi
main train ka Engine choom liye
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 853 views
Similar Jokes
Bottle main Pepsi say zyaada....
Used Socks main smell say bhi zyaadaa....
Adnan Sami main charbi say zyaada...
Mithai main sweet say zyaada...
Pakistan main coruption say zzyaada...
I LOV U
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa tapasya karta hai
Bhagwan: var mango vats
Santa: Ye kya kiya aapne, me to vadhu ke liye
tapsya kar raha tha
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan ki girlfriend ne Pathan se pucha: Jab hamara mangni ho to tum humain ring de ga na?
Pathan: Wai Qurban, zaroor dega batao ring PTCL pe de ya MOBILE pe?
by Abdul Hannan (few years ago!)
Sardar: Oye Meray Shampoo K Sath Wala Free Gift De!!
Shopkeeper:
Sardar G Uske Sath Ko Igift Nahi Hai
Sardar:
Bakwas Na Kar Shampoo P Likha Hai DANDRUF FREE
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Park Mein Bench Par Betha Hua Thha Aur Uske Sath Ek Kutta Bhi Thha.
Ek Aadmi Aya Aur Usne Satna Se Puchha
Aadmi: “Bhai Sahab Apka Kutta Kat Ta Hai?”
Santa: “Nahi”
Aadmi Bhi Bench Par Beth Gaya Aur Kutte Ne Uski Taang Pe Kaat Liya.
Aadmi Gusse Mein Santa Ko Gali Dete Hue Bola
Aadmi: “Sale, Tune To Kaha Tha Ki Kutta Nahi Kat Ta”
Santa Masumiyat Se: “Haan Mene Sach Kaha Thha, Par Ye Mera Kutta Nahi Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Bilawal to Dad
DAD?
ap ki harkaton ne to khandaan ki izzat par daagh laga diya.
DAD.,..
hahahaha
BETA daagh to chala jayega ye waqt phir nahi ayega..
by Pak101.com (few years ago!)
MAKKHAN- Tumhari gaadi kaisi condition me hai??
DHAKKAN- Horn k alawa sab cheez aawaz karti hain!! :-|
by Pak101.com (few years ago!)
Ek sardar doosre se keh raha hai ke “Maine machcharo ko ullu banaya !”
Second Sardar: “Kaise?“
First says: Maine mosquito coil mere bajuke room mein lagaya aur main apne room mein soya. ha ha ha ha…..
by Pak101.com (few years ago!)
1st sardar yeah bacha tumhara kia lagta hai
2nd sardar:yeah mera door ka bhai hai
2nd sardar:door ka mein samjha nahin
sardar:iss k orr mere beech 8 behan bhai orr hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Girl- kya tum mujhse pyar karte ho..?
Banta- haan
Girl- lekin tume to meri parwaah hi nahi
Banta- oye
pyar karne wale kisi ki parwaah nahi karte!
by Mazhar Khan (few years ago!)