mujhse pyar karte ho..?
Girl- kya tum mujhse pyar karte ho..?
Banta- haan
Girl- lekin tume to meri parwaah hi nahi
Banta- oye
pyar karne wale kisi ki parwaah nahi karte!
by Mazhar Khan (few years ago!) / 1147 views
Similar Jokes
Pakistan ka matlab kia?
BOMB DHAMAKAY OR AGHWA!
yeh tera pakistan hai yeh mera pakistan hai
yeh os ka pakistan hai jo sardar-e-pakistan hai
log kehtay hein k pakistan Zinda Baad!
hum kehtay hai......
pakistan se Zinda Bhaag
by Abdul Sami (few years ago!)
Pathan ne apni bhabi qatal kr di
Police: Q ki?
Pathan: Mere dost k pas cal aai.Wo hans hans k bat kr rha tha
Main ne pucha kon hai?
To bola tumhri BHABI..
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
ardar 1: yaar aaj mujhe ajeeb msg aya owr maira mobile bhi band ho gia
Sardar 2: Esa konsa msg tha?
Sardar 1: "Battery Low"
Sardar 2: O send kar, doston ko darayen
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Girl :- Baby doll main s0ne di
Baby doll main sone di.
.
.
.
Her mom :- Chal Fir safayi kar ghar ke k0ne
k0ne di.
.
.
Wadi ayi baby Doll s0ne Di
by Abdul Rehman (few years ago!)
Ek idiot ne idiot samiti kholi aur bahar signboard pe likha :ek idiot ki joining fees 100 rupae aur do ki fees 220 rupae,jo jaldi idiot ke saath aaye aur aap bhi idiot ban jayeee,offer jeevanbhar ke liye valid hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Mehmano K Anay Se Pehly Agr
Kala Namk Moli K Prathy Aur Chanay Ki Dal Ka
Hlwa Kha K Bethn To Mehman Jaldi Chly Jaty Hain
Or
Dubara Nhi Atay. . .Zubaida Aapa K Khusboo Dar
Totkay ;->
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Girl to boy: Tum larkay kisi larki mei
sub se pehlay kia daikhte ho ?
Boy: Yeh tou depend karta hai k
larki aa rahi hay ya ja rahi hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1st Friend: Yar Me Jis Larki Ko Chahta Hun,
Usne Mujhse Shadi Nhi Ki
2nd Friend: Tumne Usy Bataya K Mera Chacha Karorpati Hai
1st: Bataya Tha
2nd: Phir
1st: Ab Wo Meri Chachi Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Unmarried shakhs ghar se nikaltay huay!
Ya Allah apnay Hifz O Amaan mae rakna..
Ghar aatay huay Ya Allah tera shukar..!
Aur..
Shadi shuda.. ghar se nikaltay huay.
Ya Allah tera shukar..
Ghar k andar jatay huay,
Ya Allah apnay Hifz O Amaan mae rakna…! :-).
by Mazhar Khan (few years ago!)
PAPPU : Daddy, have you ever
been to Egypt?
FATHER : No. Why do you ask that?
PAPPU: Well, where did you get my mummy then
by Tanveer Hussain (few years ago!)