girls are smart
Really Girls are very Smart...=P
.
Girl: Apple ka Rate kya hai?
.
Applewala: 100 Rs ke 10,
.
Girl: kuch kam karo na plz..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Applwala: Acha aap 80 ke 8 lelo
.
.
.
.
.
.
Girl: Thanku,
dedo...
ye huyi na Baat... :p =D
by Abdul Hannan (few years ago!) / 792 views
Similar Jokes
BOY to GIRL:Oye Hoye Kaha Ja Rai Hai
GIRL:-Tere Ghar
BOY:-Mai Bhi Ata Hu
GIRL:-Aja Besharam Ammi Ko Bataugi Apni Behan Ko Cherta Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Pagal Dosray Pagal Say:
Tum Kis Din Paida Howay?
Dosra Pagal: Itwar Ko.
Pehla Pagal: Tum Mujay Pagal Bana Rahay Ho Itwar Ko To Choti Hoti Hay
by Pak101.com (few years ago!)
Police Sardar officer se: criminals kiyu apnay fingerprints kaam k baad chortain hain?
Sardar: Sir,kiyu k woh illiterate hain, agar literate hotay toh apnay signature kar k jatay!!
by HAQ (few years ago!)
Nurse ka mangetar bari hasrat se: Janu, meri khuahish hai ke kash mera koi hadsa ho jaye to mai tumhare ward mai admit ho jaon, aur tum wahan meri khidmat karo.
Nurse (muskurate hue): Janu, tumhe mere ward mai koi hadsa nahi balkai moujza hi la sakta hai, kiyu ke mai Labour Room mai Delivery karwati hun
by hearthackervsgirls (few years ago!)
I offer my opponents a bargain:
if they will stop telling lies about us,
I will stop telling the truth about them.
by Abdul Sami (few years ago!)
Santa to bill Gates:
Tusi bade pagal ho!
Gates: Why?
Santa: surname Gates rakha hai. Or business
WINDOWS da
karde ho ji.?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Bv:me driver ko nokri se nikal rahi hun,aj me dusri bar marte marte bchi hun.
Shohar:(khushi se)begum aik aur mauqa use de do
by Sabir shah (few years ago!)
Pathan: Raat Ko 1 Admi Ne Chaku Dekha Kar Loot Lia,
.
.
Dost: Lekin Tumhare Pas Tu Hamaisha Pistol Hoti Hai Na,
.
.
.
Pathan: Wo Main Ne Chupa Di Warna Wo Bhi Le Jata….
by Mohammad Ali (few years ago!)
Ek mareez kisi chemist key paas doctor ka nuskha laaya jis per nasha aawar dawa ka naam likha hua tha
Chemist ney ek nazar nuskhey per daali or mareez ko police key hawaley ker diya
Agley din inspector chemist key paas aaya or poocha: Tumhein kaisey pata chala key nuskha jaali hey?
Chemit: Jitni achi handwriting mein nuskha likha hua tha, likhney wlaa kuch bhee ho, doctor nahi ho sakta
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aik Fauji Afsar Sardar Recruit Sey:
Agar Maidan Mein Tumharey Pass
Gholiyan Khatam Ho Jayein To Tum Kya Karo Ghey?
Janab Mein Awazein Nikaloon Gha
Dhishkoon,Dishkoon
by Pak101.com (few years ago!)